Thursday, May 26, 2016

Sureh Baqra ki Fazilat

Sureh baqra 1
Sureh baqra ki fazilat
------------------------------------------------------------------------
-Ye madani Surat hai
-jis ghar me ye surah pada jaye 3 din tak shaitan us ghar me daaqil nahi hota
-Jo shaks sote Waqt sureh baqra ki 10 aayate ( shuru k 4, ayatul kursi aur uske baad k 2 , last ke 3 ) padhega Quran sharef ko nahi bholega
- hazrat ibne umar Se riwayat hai huzoor sallelahu alihi wa sallam ne farmaya mayyat ko dafan karke sarhane sureh baqra k awwal ki aayate aur paaon ki taraf aakhir ki aayate padho (Tibrani & Bihaqqi)
-sureh baqra k shuru k 5 ayato me allah momineen ko namaz qayem karne aur allah ki rah me kuch dene aur Quran par aasmani Kitabo par aur aakhirat par eman laane ko kehraha hai
Sureh_Baqra_aayat_1-5

No comments:

Post a Comment