Tuesday, May 10, 2016

Masjide Zarar

═══════════════ ═══
═══════════════ ═══
|| QURAAN E KAREEM- Masjide Zarar 110 verse of Surah-e-Tauba ||
┌┌┌┌┌┌┌┌┌┌┌┌┌┌┌ ┌┌┌
•---» MASJID-E-ZARRAR «----•
┌┌┌┌┌┌┌┌┌┌┌┌┌┌┌ ┌┌┌
═══════════════ ═══
Masjid e zarrar wo masjid thi jise jise Abdullah bin Ubai ne banwaya tha ,Ye Gustakhe Rasool sallallahu alaihi wasallam Tha(Munafiq)
Nabi sallallahu alaihi wasallam ke"Ilm e Ghaib"Par Aitraaz Tha Jin Ko Nabi sallallahu alaihi wasallam
Ne Unke -"Baap Dada Ka Naam Lekar Masjid Se Bahar Nikala Tha
"
Baad Me Un Logo Ne Apni Alag Masjid Banai Kyun Ki Musalmano Ki Masjido
Me Jaana Unko Allowed Nahi Tha.
Jab UnHone Nabi sallallahu alaihi wasallam Se Kaha Ke Hum Apki
Masjid Me Nahi Aa Sakte Kam Se Kam Aap Hamari Masjid Me Aake Namaz Padha Den Barkat Ke
Liye tab"Quran main Masjid e Zarar Ke Talluk Se Ayat Nazil Huee Aur Nabi sallallahu alaihi wasallam
Ko Waha Jaane Se Mana Farmaya Allah Ne Aur Us Masjid Ko"Fitneh Wali Masjid Kaha Hai".
PhIr Hazrat Umar(RA) Aur Dusre Sahaba Ko Hukm Diya Ke Us Masjid Ko Jaala Do Aur Masjid Jala Dee Gayi
═══════════════ ═══
NOTE-........
Aap Ko Ye Jankar Herat Ho Ghi.....
Ab (Masjid e Zarar) Ki Jaghah Wahabiyo Ne Masjid Banai Hai Jis Ka Naam (Masjid e Noor) Hai.
1300 Sal Baad Abdullah bin Ubai Ki Nasal Ne Phir Masjid banai Hai Aur In Ki Talim Bhi us Khabis Jaisi Hi Hai.
═══════════════ ═══
"HUM TO IN KE PEECHE NAMAZ PADHNE SE INKAR KARTE HAIN MAGAR HAMARE PYAARE AAQA SALLALLAAHO ALAIHI WASSALLAM NE INKO APNE PEECHE NAMAZ PADHANE SE INKAR KIA THA"

●●═●DONT FORGET TO SHARE●═●

No comments:

Post a Comment