Monday, October 24, 2016

Tableeghi jamat ki gustahiya

Maulana Ilyas likhte hain ke mujhe khwaab me ilme sahiha aata hai sahih ilm milta hai aage likhte hain khwaab me Allah farmata hai ke tum ummate Mohammedia ke misal Ambiya Alehsalam hai                   
tableeghi jamat ke ameer ambiya alehsalam ki tarha hai Ma'az Allah
Book_Malfuzate Hazrat Maulana Mohammed Ilyas
Maslak_ Taleeghi Devbandi Jamat
Page-51

Sunday, August 14, 2016

ALLAH KE VALI SE BUGZ RAKHNE WALO KA ANJAM

🌺 *ALLAH KE VALI SE BUGZ RAKHNE WALO KA ANJAM:-*

✒"Hazrat e Abu Hurairah رضي الله عنه se riwayat haiñ Sayyed e Aalam ﷺ irshad farmate haiñ ke Allah ﷻ farmata hai jo mere kisi wali se dushmani rakhe main usse ailaan e jung karta hu aur mera banda aisi kisi cheez ke zariye mera qurb nahi paata jo mujhe farz se zyada mehboob ho aur mera banda nafl ibadat ke zariye barabar mera qurb haasil karta rehta hai. Yahan tak ke main usse muhabbat karne lagta hu to main uska kaan ban jaata hu jisse woh sunta hai aur uski aankh ban jaata hu jisse woh dekhta hai aur uske haath ban jaata hu jisse woh pakadta hai aur uske pair ban jaata hu jisse woh chalta hai. Agar woh mujhse sawal karta hai to main usey zaroor ata karta hu aur agar woh meri panaah mangta hai to main zaroor usey panaah deta hu.

📘 Bukhari Shareef 05/2384 raqam 6137.
📔 Ibn Hibban 02/58 raqam 347.
📙 Baihaqi As Sunan ul Kubra 10/219 baab 60.

〰〰〰〰〰〰〰〰

Saturday, August 6, 2016

JUTH OR CHUGLI KARNE WALE KA ANJAM

*JUTH OR CHUGLI KARNE WALE KA ANJAM:-*

🎴NABI E KARIM SALLLALAHU ALLAYHI WASSALAM Ne farmaya Banda jab Juth bolta hai uski Badbu se FARISHTE EK (1) mile dur chale jate hai.
📙(TIRMIZI)

🎴NABI E KARIM SALLLALAHU ALLAYHI WASSALAM Ne farmaya  ki Juth se Munh kaala hota hai aur Chugli se Qabr ka Azaab hai.
📘(BAYHAKI)

🎴NABI E KARIM SALLLALAHU ALLAYHI WASSALAM Ne farmaya MOMIN ki Taba me tamam Khaslate ho sakti hai, magar Khayanat aur JUTH yani ye donu chijein IMAAN ke khilaaf hai, Momin ko inse Durr rehne ki bahut jyada zarurat hai.
📔(AHMED, BAYHAKI)

Thursday, August 4, 2016

Fazayele madina

💥 *فضائل مدینہ منورہ* 💥
💌💌💌💌💌💌💌💌💌💌
*کعبہ کی عظمتوں کامنکرنہیں ہوں*
*لیکن !کعبے کاہے کعبہ میرے نبی ﷺکاروضہ*
*حاجیوآؤشہنشاہ کاروزہ دیکھو…..*
*کعبہ تودیکھ چکے اب کعبے کاکعبہ دیکھو*
💥ارشادباری تعالیٰ ہے \"اگرجب وہ اپنی جانوں پرظلم کریں تواے محبوبﷺ تمہارے حضورحاضرہوجائیں اورپھراللہ پاک سے معافی چاہیں اوررسول ﷺانکی شفاعت فرمائے توضروراللہ پاک کوبہت توبہ قبول کرنے والاپائیں گے۔(پارہ۵)اس آیت کریمہ سے معلوم ہواکہ دربارمصطفےٰ ﷺپر حاضرہونے کے بغیر بخشش ناممکن ہے ۔امیرالمومنین حضرت علی المرتضیٰ شیرخدا رضی اللہ تعالی عنہ بیان فرماتے ہیں کہ آقاﷺ کواس دنیاسے ظاہراًپردہ فرماتے ہوئے تین دن ہی گزرے تھے کہ ایک اعرابی آپﷺ کی قبرانورپرحاضرہوااورقبرانورسے چمٹ گیااورقبرمبارک کی خاک سرپرڈالی اورعرض کرنے لگایارسول اللہﷺ !آپ نے جوخداسے سناہم نے آپ سے سنااورجوکچھ آپنے خداسے لیاہم نے آپ سے لیااس میں یہ آیت کریمہ بھی ہے ۔وَلَوْاَنَّھُمْ اَذْ ظَّلَمُوْااَنْفسَہُمْ آخرالایہ میں نے بھی اپنے نفس پرظلم کیاہے ۔اللہ کے محبوب ﷺ تیرے دربارمیں حاضرہواہوں تاکہ آپ میری سفارش فرمائیں اعرابی جذبہ شوق سے یہ کلمات عرض کرتاہے اورادھرقبرانورسے آوازآتی ہے جاؤتمہاری بخشش ہوگئی ہے ۔
📖📚( *جذب القلوب* )
جہاں پرذکرخداہوگاوہیں پرذکرمصطفیﷺہوگا ۔ اگرکوئی لاکھ مرتبہ لاالہ الااللّٰہ کہے مسلمان نہیں ہوسکتا جب تک محمدرسول اللّٰہ(ﷺ)نہ کہے گا۔کیونکہ آقائے دوجہاں سرورکون ومکانﷺکی محبت دین حق کی شرط اّول ہے۔
*محمدﷺکی محبت دین حق کی شرط اوّل ہے*
*اسی میں ہواگر خامی توسب کچھ نامکمل ہے۔*
💥سرکاردوعالم نورمجسم ﷺ کی مدینہ میں تشریف آوری سے پہلے مدینہ منورہ کاپرانانام یثرب تھامگرآپﷺ کی آمدکے بعدیہ نام(یثرب)ممنوع قراردیاگیا۔قرآن مجیدمیں ہے ۔اِذْقَالَتْ طَاءِفَۃ’‘ مِنْھُمْ یَااَھْلَ یَثْرِبَ الایہیثرب سے ممانعت کیوجہ یہ ہے کہ یہ نام جاہلیت کاتھااس لئے منع فرمایاگیا۔یایثرب ایک بت یاایک ظالم کانام تھا۔اس لئے اس نام سے روک دیاگیایااس لئے یثرب مشتق ہے ثَرْب’‘ ثرب کے معنی فسادکے ہیں یامشتق ہے تثریب سے اورتثریب کے معنی مواخذہ اورسرزنش ہوتاہے کیونکہ اس شہرکریم کے مناسب یہ معنی نہیں تھے اس لئے یثرب بولنے سے نہی واردہوگئی اورقرآن میں جولفظ یثرب ہے وہ منافقوں کی زبان سے بیان کیاگیاہے ۔عیسیٰ ابن دینارمالکی رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایاکہ جوکوئی شخص اس شہرکریم کویثرب کہے گاوہ گناہ گارہوگا۔امام بخاری رحمتہ اللہ علیہ نے اپنی تاریخ میں ایک روایت بیان فرمائی کہ اگرکوئی ایک دفعہ اس شہرکریم کویثرب کہدے تواسے چاہیے کہ اسکی تلافی کے لئے دس بار *مدینہ شریف*کہے ۔ایک اورروایت میں ہے کہ جو’’ *مدینہ پاک* کویثرب کہے اسے چاہیے کہ اللہ سے استغفارکرے‘‘ ۔کتناخوش نصیب ہے وہ مسلمان جو *مدینہ منورہ* میں حاضرہوکراپنے آقاومولااوراللہ پاک کے محبوبﷺ کی زیارت سے مشرف ہو۔مدینہ منورہ اللہ پاک کواتناپیاراہے کہ جتنے شہربھی فتح ہوئے یہاں تک کہ مکہ معظمہ وہ تلوارسے فتح ہوئے ۔وہاں تلوارچلی لڑائی ہوئی خون ریزی ہوئی مگرجب مدینہ منورہ فتح ہوتاہے تونہ تلوارچلتی ہے نہ خونریزی ہوتی ہے نہ ہی لڑائی کی نوبت آتی ہے ۔بلکہ خودبخودفتح ہوجاتاہے ۔اللہ پاک کواتنابھی پسندنہیں کہ مدینہ کی گلیوں میں خون رواں ہو۔روایت ہے کہ تمام شہرتلوارسے فتح ہوئے مگر *مدینہ منورہ* قرآن پاک سے فتح ہوا۔📖📚 ( *جذب القلوب*)
=====================

Marney ke baad Isale sawab

HAZRATE MAALIK BIN RABEE'AA رضي الله عنه se marwi hai ke RASOOLALLAH ﷺ ke saath baithe huwe the ke banu salma ke ek aadmi ne aa kar arz ki YAA RASOOLALLAH ﷺ ! Koi aisi neki hai jo main apne waalidain ke liye unki wafaat ke baad karun? AAPNE farmaya haan unke liye dua karo , bakshish talab karo, unke kiye huwe waadon ko poora karo , unke doston ki izzat karo aur unke rishtedaaron se silaa rehmi karo.
Farmane NABAWI ﷺ hai , sabse badi neki yeh hai ke insaan apne baap ki wafaat ke baad uske doston se husne sulook kare. Mazeed irshaad hua ke bete ka maa se neki karna dohraa ajr rakhta hai. Ek aur irshaad hai ke maa ki dua jald qubool hoti hai , poocha gaya YAA RASOOLALLAH ﷺ ! Aisa kyun hai? AAPNE farmaya ke isliye ke maa , baap se zyada meherbaan hoti hai aur riham ki dua kabhi zaaya nahi hoti.
(MUKAASHAFATUL QULOOB
BAAB  89)

Saturday, July 30, 2016

Durood se nabi ke qareeb

💎 NABI-E-KAREEMﷺ Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Irshaad Farmaya...*_
                    ⤵ ⤵ ⤵ ⤵ ⤵ ⤵
💟 *اَوْلَ النَّاسِ بِیْ یَوْمِ القِيَامَةِ اَكْثَرُهُمْ عَلَيَّ صَلَاةََ.*

_*🌠TARJMA🌠*_
👉```Qiyamat Ke Din Logo Me, Mere Ziyada Kareeb Woh Hoga Jisne Mujh Par Ziyada Durood Padhe Honge.```

_*•–⚀•RєԲ:➻┐*_
_*📕 JAME TIRMIZI, 2/27, HADEES No.484.*_
          🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺
_🍀 Durood Padh Ke Labo Ko Saja Liya Jaae,_
_🔹 Chalo Zamee Ko Falak Se Mila Liya Jaae._
_💢 Gham-e-Hayaat Ke Ghesu Sawar Hi Jaayenge,_
_🔸 NABIﷺ Ke Naam Par Sab Kuchh Luta Diya Jaae._
          🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺

Friday, July 29, 2016

Hatim tai aur 4 ilm

💎☄☄☄☄☄☄💎

حاتم طائی نے کہا تھا،

"میں نے چار علم اختیار کیے اور دنیا کے تمام عالموں سے چھٹکارا پا لیا۔۔۔!!"

کسی نے پوچھا،
"وہ چار علم کون کون سے ہیں ۔۔۔؟"

حاتم نے جواب دیا۔۔۔۔!!
۔ پہلا
یہ کہ میں نے سمجھ لیا کہ جو رزق میری قسمت میں لکھا ہے وہ نہ تو زیادہ ہو سکتا ہے، نہ کم۔ اس لیے زیادہ کی طلب سے بے فکر ہو گیا۔

۔ دوسرا
یہ کہ اللہ کا جو حق مجھ پر ہے وہ میرے سوا کوئی دوسرا ادا نہیں کر سکتا۔ اس لیے میں اُسکی ادائیگی میں مشغول ہو گیا۔

۔ تیسرا
یہ کہ ایک چیز مجھے ڈھونڈ رہی ہے اور وہ ہے میری موت۔ میں اُس سے بھاگ تو سکتا نہیں، لہٰذا اس کے ساتھ سمجھوتہ کر لیا۔

۔ چوتھا
یہ کہ میرا اللہ مجھ سے باخبر رہتا ہے۔ چنانچہ میں نے اس سے شرم رکھی اور بُرے کاموں سے ہاتھ اٹھا لیا۔

عزیز دوستو !

یہ چار علم زندگی کے لیے اصول اور ایسی مشعلِ راہ ہیں کہ جس نے انھیں اپنا لیا زندگی اس کے لیے اتنی آسان اورمطمئن ہو جائے گی کہ دنیا میں کسی نے سوچا بھی نہ ہوگا ۔

Beemai bhi nemat

QAUL
******
Hazrat Junaid Baghdadi Rehmatullah Alaihi Ka Qaul Hain! Musibatain Aarifeen Ka Chiraag, Murideen Ki Bedaari, Momin Ki Islah Aur Gaafilon Keliye Halaqat Hain!
Momin Musibaton Per Sabr Kiye Bagair Imaan Ki Mithaas Nahi Pa Sakta! Hadees Sharif May Hain Jo Shaks Raat Bhar Bimaar Raha Aur Sabr Karke ALLAH-TA'AALA Ki Raza Ka Chahane Wala Hua To Wo Shaks Gunahon Se Aise Pak Hojayega Jaise Ki Apni Paidayish Ke Waqt Tha Isliye Jab Tum Bimaar Hojao To Aafiyat Ki Tamanna Na Karo! Janab Jahhaaq Kehte Hain Jo Shaks 40 Raaton May Ek Raat May Bhi Musibat Wa Dukh May Giraftar Na Hua Ho, ALLAH-TA'AALA Ke Yahan Uskeliye Koi Khair Wa Bhalayi Nahi Hain!

(Mukashfatul Kulub pg-48)

*********************************

Ayatul kursi

#Sureh_Baqra_Post__No_143
#Aayatul_Kursi
-------------------------------------------
Allah hai jiske siwa koi mabood nahi, wo aap zindo aur auro ka qayam rakhne wala,use na ong aaye na neend usi ka hai Jo kuch aasmano me hai aur Jo kuch zameen me,wo kaun hai Jo iske yaha sifarish kare be iske hukum se, janta hai Jo kuch unke aage hai aur Jo kuch unke peeche aur wo nahi pâté iske ilm me se magar jitna wo chahe, iski kursi me samaye hue hain aasman aur zameen aur use bhari nahi inki nighebani aur wahi hai buland badhai wala
(P-3 sureh Baqra aayat 255)
++++++++++++++++++++++
-aayatul kursi ki kahin faizlate hain
-isme shirk ki nafi hai ke Jo b hai Allah ka hai mushrikeen ya to aasmano me , ya phir pahado darkhtu, patharo ku pujte thy islye kaha gaya ke sab Allah ka hai aur wo samjhte they ke wo shafa'at karenge par kuffar ke lye shafa'at nahi - aur Allah ke hukum se ambiya aur saleheen nek Bande shafa'at karenge
-Allah talah apne ilm me se jise chahe jitna ilm de
-uski kursi me samaye hue hain aasman aur zameen ka Matlab ya to ilmo qudrat hai ya arsh ya wo Jo arsh ke neeche aur satho aasmano ke upar hai aur mumkin hai ke ye wahi hai Jo falkul burooj ke naam se mashoor hai
***************************
Hume Aayatul Kursi Kasrat se padhne ki taufeeq mile. Aameen

Thursday, July 28, 2016

Angrez aur dadhi

Aala Hazrat Azeemul Barkat Kanzul Karamat Mujaddid e Deeno Millat Imam Ahmed Raza khaan Fazile Bareily رحمة الله تعالى عليه* se kisi ne puchha Angrez kehte hai ki Darhi rakhna Fitrat ke khilaf hai chunki Insan Darhi ke bagair paida hua hai isiliye usse bagair Darhi rehna chhaiye to Aala Hazrat ne Aala wa Dandaan shikan Jawab ataa farmaya ke *" fir to Angrezo ko chahiye ke saare daant tod daale kyoki Insan bagair Daanto ke paida hota hai, Daant to baad mai nikalte hai"*

Kya shaan hai Aala Hazrat ki aur Kya Aap ka Ilmi Maqam hai..

سُــــبْحانَ الله

Wednesday, July 27, 2016

Gustakhe Nabi Haram Ki Aulad

NABI KI GUSTAKHI KARNE WALA HARAM KI AULAD HAI.... 
WALID BIN MUGIRA NE HUZUR KI SHAAN
ME GUSTAKHI KI yaani majnun
KAHA JIS SE NABI E
PAK KO DUKH HUA TO ALLAH TAALA NE CHAND AAYAAT E MUBARAKA
NAAZIL FARMA KAR HUZUR
KO TASALLI WA TASHAFI DI
AUR
AAYAT E MAZKURA BAALA ME IS
GUSTAKH KE NAU(9) AIBON KO BAYAN FARMAYA HAI TTA KE YE
BHI ZAAHIR KAR DIYA KE ISS KI
ASL
WALADUL HARAAM HAI. JAB YE AAYATEN NAAZIL HUI TO
WALID BIN MUGIRA NE APNI
MAA SE JAKAR KAHA KE
MOHAMMED NE MERE
ME (9)NAU BAATEN BAYAAN KI
HEN IN ME (8)AATHH KO TO MAIN JAANTA HUN LEKIN
(9)NAUVIN BAAT Yaani MERI
ASL ME KHATA HONA
TUJHI KO MALUM HOGA TU
MUJE SACH SACH BATADE
WARNA MAIN TERI GARDAN MARDUNGA. USKI MAA NE JAWAB DIYA KE
HAAN BETA TERA BAAP NA
MARD THA
MUJHE FIKR HUI KE WHO MAR
JAAEGA TO US KA MAAL DUSRE
LOG LE JAAENGE TO MAIN NE EK
CHARWAAHE KO BULA LIYA
AUR TU USI KE
NUTFA SE PAIDA HUA HAI. ISSI TAFSIR SE MALUM HUWA
KE HUZUR
KI SHAAN E AQDAS ME
GUSTAKHI KARNE WALE KE
AIBON KO
KHULLAM KHULLA BAYAAN KARNA SUNNATE ILAHIYYA HAI,
ALLAH TA'ALA KI
SUNNAT HAI AUR YE BHI PATA
CHALA KE
HUZUR KI SHAAN E AQDAS ME
GUSTAAKHI KARNE WALA HALAAL KI AULAAD SE NAHIN
HOTA
(QURAAN E MAJID ME HAI:
WALADUZZENA) yaani HARAAM
KI AULAAD HOTA HAI.. (QUR'AN Paara No.29).
(Tafsir E Saawi Jild-4,
Safa.198) ... 
=======================

Tuesday, July 26, 2016

Ek dard angez tauba

•»EK DARD-ANGEZ TAUBA«•
*****************************
HADEES:-
*********
Hazrat Musa Alaihi Salam Ke Zamane May Ek Shaks Aisa Tha Jo Apni Tauba Per Kabhi Kayam Nahi Rehta Tha, Jab Bhi Wo Tauba Karta Use Tod Deta! Yahan Tak Ki Use Is Haal May 20 Saal Guzar Gaye!
ALLAH-TA'AALA Ne Hazrat Musa Alaihi Salam Ki Taraf "WAHI" Ki, Mere Us Bande Ko Kehdo, Main Tujhse Sakht Naraaz Hoon! Jab Hazrat Musa Alaihi Salam Ne Us Aadmi Ko ALLAH Ka Paighaam Diya To Bahoat Ghamgeen Hua Aur Jangalon Ki Taraf Nikal Gaya, Wahan Jaker ALLAH-TA'AALA Ke Darbar May Arz Kiya,
Aye Rabbe Juljalaal! Teri Rehmat Jati Rahi Ya Mere Gunahon Ne Tujhe Dukh Diya? Teri Bakshish Ke Khazane Khatm Hogaye Ya Bandon Per Teri Nigah-A-Karam Nahi Rahi? Tere Muafi Wa Dar-Guzar Se Kaunsa Gunah Bada Hain? Tu Karim Hain, Main Bakhil Hoon! Kya Mera Bukhl Tere Karam Per Gaalib Aagaya Hain? Agar Tune Apne Bandon Ko Apni Rehmat Se Mehroom Kerdiya To Wo Kis Ke Darwaze Per Jayege? Agar Tune Uneh Darbaar Se Nikaal Diya To Wo Kahan Jayege? Aye Rabbe Qadir Wa Kahhaar! Agar Teri Bakshish Jati Rahi Aur Mere Liye Ajaab Hi Reh Gaya Hain To Tamaam Gunahgaron Ka Ajaab Mujhe De De, Main Unper Apni Jaan Qurbaan Karta Hoon!
ALLAH-TA'AALA Ne Musa Alaihi Salam Se Farmaya, Jao Aur Mere Bande Se Kehdo Ki Tune Mere Kamaal-A-Qudrat Aur Afwa Wa Dar-Guzar Ki Haqiqat Ko Samajh Liya Hain! Agar Tere Gunahon Se Zameen Bhar Jaye Tab Bhi Main Baksh Duga!

"ALLAHU-AKBAR"

(Mukashfatul Kulub, Pg-128)

*********************************

Bismillah ki barkat

Hadeese-NABVIﷺ💐*_

_*🍁 BEHAQI Ne Apni Sunan Me ABDULLAH BIN MASOOD (رضى الله تعالى عنه) RADI ALLAHU TA'ALA ANHU Se Rivayat Ki Hai Ke...*_

_*💎 NABI-E-KAREEMﷺ Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Irshaad Farmaya...*_
                   ⤵ ⤵ ⤵ ⤵ ⤵ ⤵
_💟 Jis Ne Bismillah *(بِســـمِ اللَّـهِ الرَّحْمــنِ الرَّحِيــم)* Padh Kar Wazu Kiya Sar Se Paow'n Tak iska Badan Paak Ho Gaya Aur Jis Ne Bagair Bismillah *(بِســـمِ اللَّـهِ الرَّحْمــنِ الرَّحِيــم)* Wazu Kiya Us Ka Utna Hi Badan Paak Hoga Jitne Par Pani Guzra._

_*•–⚀•RєԲ:➻┐*_
_*📚 BAHAR-E-SHARIYAT, JILD-2*_
         ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬

Monday, July 25, 2016

NABI KI SHAFA'AT US KE LIYE JO IS SUNNAT PAR AMAL KARE

🌺 *"NABI KI SHAFA'AT US KE LIYE JO IS SUNNAT PAR AMAL KARE":-*

✒Hazrat Allama Sakhawi Dailmi se riwayat hai naql farmate huwe irshad farmate hai jabh khalifa e Awwal Hazrat e Abu Bakr Siddique رضي الله عنه ne muaz'zin ko "Ash Hadu An'na Muhammadur RasoolAllah ﷺ" kehte suna toh Aapne yahi kalimaat dohraaye aur apni Shahadat ki ungli ko choom kar apni aankhon par lagaye. Huzoor Sarwar e Kaunain ﷺ apne Habeeb ke iss amal ko dekh kar irshad farmate haiñ jo momin yeh amal karega jo mere Habeeb ne kiya hai meri Shafa'at uss shakhs ke liye halal hojaaegi. 

📗 *"Maqasid e Husna Safah 384"*

Sunday, July 24, 2016

Every soul shall taste death - Man died while performing salah

Niyyat ka daromadar

*Har Cheez Ka Daromadar Niyyat Par Hai*

::Hadees #Niyat ::

Hadees No: 10
“Hazrat Umar Bin Khattab Radiallahu Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya
"Aamaal Ka Daaromadaar Niyyat Par Hai Aur Har Shakhs Ke Liye Wahi Hai Jiski Usne Niyyat Ki."
(Sahi Al Bukhari, Volume : 01,Kitab Ul Imaan, Hadees : 54)

Hadees No: 11
Nabi-E-Karim Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya, "Musalmaan Ki Niyyat Uske Amal Se
Behtar Hai”
(Al Majmaul Kabir Lil Tabrani Volume : 06, Page : 180, Hadees : 5942)

Hadees No: 12
Huzoor-E-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Ka Farmaan-E-Aalishan Hai Acchi Niyat Bande Ko Jannat Me Daakhil Kar Deti Hai”
(Imam Suyuti Al Jaaame Sageer ,v
Volume : 01, Page : 800, Hadees : 1326, Darool Kitab Beirut)

Bodhi Santre Bechne wali aurat

ایک سخص اکثر ایک بوڑھی عورت سے سنگترے خریدا کرتا تھا ,وزن و پیمائش اور قیمت کی ادا ئیگی سے فارغ ہوکر وہ سنگترے کو چاک کرتا اور ایک دانہ اپنے منھ میں ڈال کے شکایت کرتا کہ یہ تو کھٹے ہیں ....اور یہ کہہ کے وہ سنگترہ اس بوڑھی عورت کے حوالے کر دیتا..... وہ بزرگ عورت ایک دانہ چکھ کے کہتی " یہ تو با لکل میٹھا ہے" مگر تب تک وہ خریدار اپنا تھیلہ لیکے وہا ں سے جا چکا ہوتا ہے....اسشخص کی زوجہ بھی ہر بار اس کے ساتھ ہی ہوتی تھی ....اس کی بیوی نے پوچھا" جب اس کے سنگترے ہمیشہ میٹھے ہی نکلتے ہیں تو یہ روز کا ڈرامہ کیسا" اس شخص نے مسکرا کے جواب دیا " وہ بوڑھی ماں میٹھے سنگترے ہی بیچتی ہیں مگر غربت کی وجہ سے وہ خود اس کو کھانے سے محروم ہیں ...اس ترکیب سے میں ان کو ایک سنگترہ بلا کسی قیمت کے کھلانے میں کامیاب ہو جا تا ہوں ...بس اتنی سی بات ہے"
اس بوڑھی عورت کے سامنے ایک سبزی فروش عورت روزانہ یہ تماشہ دیکھتی تھی ......سو وہ ایک دن پوچھ بیٹھی " یہ آدمی روزانہ تمہارے سنگترے میں نقص نکال دیتا ہے اور تم ہو کہ ہمیشہ ایک زائد سنگترہ وزن کرتی ہو...کیا وجہ ہے ?" یہ سن کے بوڑھی عورت کے لبوں پر مسکراھٹ کھیل گئی اور وہ گویا ہوئی " میں جانتی ہو ں کہ وہ ایسا مجھے ایک سنگترہ کھلانے کے لیے کرتا ہے اور وہ یہ سوچ بیٹھا ہے کہ میں اس سے بیگانہ ہوں , میں کبھی زیادہ وزن نہیں کرتی ...یہ تو اسکی محبت ہے جو ترازو کے پلے کو بوجھل کر دیتی ہے " . محبت اور احترام کی مسرتیں ان چھوٹے چھوٹهے میٹھے دانو ں میں پنہاں ہیں .... سچ ہے کہ محبت کا صلہ بھی محبت ہے .

Aalim ki shan

*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ*

🌺 *"AALIM KI SHAAN":-*

✒Hazrat e Ibne Abbas رضي الله عنه se riwayat hai Huzoor Rehmat e Aalam ﷺ irshad farmate haiñ ke ek faqeeh yani ek deen ka Aalim shaitaan par hazaro ibadat karne walo se zyada bhaari hai. 

📗 *Tirmizi Sharif* 

📌 *Note* -: Iss hadees e pak mein ye farmaya gaya hai ke Sharayee masa'il ki barikiyoñ ko janne wala (faqeeh ) tanha 1000 an-padh ibadat guzaroñ se zyada shaitan ke liye taqatwar hai yani hazaar gair aalim milkar shaitan ki bareek shararatoñ ko utna nahi samjh sakte jitna ke sirf ek aalim e deen samajh lete hai.

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸

Saturday, July 23, 2016

Neel gaye khana kaisa

🌿🌹Halal o Haram Janvr🌹🌿

* Shuru Islam me Paltu Gadha 🐴 Halal tha,

Ghazwa e Khaibr me Qyamat tk k liye Haram kr  dia gya.

* Neel Gaaye ghorey 🐎 ki trah ka Janvr hy Jo Janglon Me paya jata hy.
Hazrat Abu Qatada (sy Allah Razi) NY Pyary Aaqa (PR durod o salam) sy Neel Gaye k Halal ya Haram Hony k bary  me pucha.
Is pr Pyary Aaqa NY Neel Gaye ka Gosht Tanawul frma kr Dikha  dia (k iska khana jaez hy)

(Miraat Ul Manajih Sharah Mishkat Ul masabih, j#5, pg#645)

====================

Logo ki taklifo se mehfooz

🌺Logou ki Taklifo Se Mahfooz...*_

✒Huzur (Sallallahu Alaihi waSallam) Ne Irshad Farmaya

✒ *•Jis shakhs Ne ALLAH Ki Mohabbat Ko Apne Nafs ki Mohabbat Par Tarjeh Di, ALLAH Use Logou ki Taklifo Se Mahfooz Farmayega.*

_📚-(Kanzul Ummal,Hadith No:43127.)_

Friday, July 22, 2016

Jummeh ka din sabse afzal

🌹TAMAM DINO Me JUMU'AH Ka DIN SABSE AFZAL HAI🌹*_

🍁 HAZRAT AWS Bin AWS (رضى الله عنه) RADI ALLAHU TA'ALA ANHU Se Rivayat Hai Ki...*_

_*💎 NABI-E-KAREEMﷺ Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Irshaad Farmaya...*_
                  ⤵ ⤵ ⤵ ⤵ ⤵ ⤵
_💟 Tumhare Tamam Dino Me JUMU'AH Ka Din Sabse Afzal Hai Ki is Din HAZRAT AADAM (عَلَيـهِ السَّــلَام) ALAIHIS'SALAM Ko Paida Kiya Gaya Aur Usi Din Unki Rooh Qabz Ki Gayee Aur isi Din Soor Phunka Jaayega Aur isi Din Sab Behosh Honge isliye is Roz ( JUMU'AH Ko) Mujh Par Ziyada Se Ziyada Durood Bheja Karo._

_👉 Kyun Ki.. Tumhara Durood Parhna Mujh Par Pesh Kiya Jaata Hai._

_💢 Logon Ne Kaha YAA RASOOL'ALLAHﷺ Sallallahu Alalhi Wasallam.! Hamara Durood Parhna Aap Par Kis Tarah Se Pesh Hoga Jab Ki Aap Toh Mitti Ho Gaye Honge.!_

_*🌋 Toh AAPﷺ Sallallahu Alalhi Wasallam Ne Farmaya..*_

_👉 ALLAH TA'ALA Ne AMBIYA-E-KIRAM (عَلَيـهِ السَّــلَام) ALAIHIS'SALAM Ke Jism Ko Mitti Par Haram Kar Diya Hai._

_*•–⚀•RєԲ:➻┐*_
_*📚 Urdu Ref: (Sunan Abu Dawood, Vol-1, Hadees No. 1035, 1047-Sahih)*_
_*📔 Eng Ref: (Sunan Abu Dawood, Book-3, Hadees No.1042-Sahih)*_

Wednesday, July 20, 2016

Mulke sukhan ki shahi tum ko raza musallam

🌿🌹اعلٰی حضرت کی شاعری🌹🌿

*مُلکِ سخن کی شاہی تم کو رضا مُسلَّم*:

اعلیٰ حضرت کے منجھلے بھائی استاذِ زمن حضرتِ علامہ حسن رضا خا ن صاحب ’’حسن ‘‘بریلوی فنِّ شاعری میں حضرت ِداغ دہلوی کے شاگر د تھے،استاذِ زمن کی جب چند نعتیں جمع ہو جاتی تھیں تو اپنے صاحبزاد ے حضرت مولانا حسنین رضا خان کے بدست اپنے استاد حضرت ِداغ دہلوی کے پاس اصلاح کے لیے روانہ فرماتے تھے۔

ایک بار کا واقعہ ہے کہ استاذ ِزمن کا کچھ کلام لیکر مولانا حسنین رضا خان صاحب دہلی جارہے تھے، اعلیٰ حضرت نے دریافت فرمایا کہ کہاں جانا ہو رہا ہے مولانا حسنین رضا خان نے عرض کیا والد صاحب کا کلام لیکر استاد داغ دہلوی کے پاس جا رہا ہوں ۔ اعلیٰ حضرت اُس وقت وہ نعتِ پا ک قلمبند فرما رہے تھے جس کا مطلع ہے:

اُن کی مہک نے دل کے غنچے کھلائے دیئے ہیں
جس راہ چل دئے ہیں کوچے بسادئیے ہیں

ابھی مقطع نہیں لکھا تھا، فرمایا لیجئے! چند اشعار ہو گئے ہیں،ابھی مقطع نہیں لکھا ہے ،اس کو بھی دکھا لیجئے گا۔

چنانچہ مولانا حسنین رضاخان صاحب دہلی پہنچے اور استاذ الشعر اء حضرتِ داغ دہلوی سے ملاقات کی، اپنے والد ِماجد استاذِ زمن کا کلام پیش کیا۔حضرتِ داغ دہلوی نے اِس کی اصلاح کی، جب اصلاح فرماچکے تو مولانا حسنین میاں صاحب نے اعلیٰ حضرت کا وہ کلام بھی پیش کیااورکہا یہ کلام چچا جان اعلیٰ حضرت نے چلتے وقت دیاتھا اور فرمایا تھا کہ یہ بھی دکھاتے لائیے گا۔

حضرتِ داغ نے اس کو ملاحظہ فرمایا،مولانا حسنین میاں صاحب فرماتے ہیں:
حضرت ِداغ اُس وقت نعت ِپاک کو گنگنار ہے تھے اور جھوم رہے تھے اور آنکھوں سے آنسو ٹپک رہے تھے، پڑھنے کے بعد حضرت ِداغ دہلوی نے فرمایا اِس نعتِ پاک میں تو کوئی ایسا حرف بھی مجھے نظر نہیں آتا جس میں کچھ قلم لگا سکوں، اور یہ کلام تو خود لکھا ہوا معلوم ہی نہیں ہوتا بلکہ یہ کلام تو لکھوایا گیا ہے ،میں اس کلام کی فن کے اعتبار سے کیا کیا خوبیاں بیان کروں بس میری زبان پر تو یہ آرہا ہے کہ:

ملک سخن کی شاہی تم کو رضا مسلم
جس سمت آگئے ہو سکے بٹھا دئے ہیں

اور فرمایا اس میں مقطع تھا بھی نہیں ،لیجئے مقطع بھی ہو گیا ،نیز اعلیٰ حضرت کو ایک خط لکھا کہ اس نعت ِپاک کو اپنے دیوان میں اس مقطع کے ساتھ شامل کر یں اس مقطع کو علیحدہ نہ کریں نہ دوسرا مقطع کہیں ۔
(تجلیات امام احمد رضا از مولانا امانت رسول قادری مطبوعہ مکتبہ برکاتی پبلیشرز کراچی ص90)

Tuesday, July 19, 2016

Nabi ke mazar se mangna

Malik Ad Dar Se Rivayat hai, Hazrat Umar Radi Allahu Anho k Daur e khilafat me ek martaba Kahat (Sookha) Pad gaya to Hazrat Bilal Bin Haaris Mazni Radi Allahu Anho Roza E Anwar Par Hazir Huwe Aur Arz Kiye : Ya Rasool Allah Sal Allahu Alaika Wassalam ! Aapki Ummat Halaak Ho Rahi Hai, Barish Nahi Hoti. Huzoor Sal Allahu Alaihi Wassalam Unhe Khwab Me Mile Aur Farmaya Aye Bilal ! Umar K Pass Jao. Usse Mera Salam Kaho Aur kah do ki barish hojaygi. Umar se ye bhi kehna ki kuch Narmi Ikteyar Kare (Yaha Huzoor Sal Allahu Alaihi Wassalam ne isliye Farmaya ki Hazrat Umar Farooque Radi Allaho Anho ki khidmat me Hazir huwe aur Huzoor Sal Allahu Alaihi Wassalam ka Salam Wa Paigam Pahucha Diya. Hazrat Umar Radi Allaho Ta’la Anho Yah Salam Aur Paigam E Mehboob Paakar Pahucha Diya. Hazrat Umar Radi Allaho Taa’la Anho Yah Salam Aur Paigam E Mehboob Paakar Roye Aur Kaha. “Aye Allah, Mai Apni Puri Koshish karta Hu, Jab Tak Ki Mai Thak Na Janam” Aur Fir Barish Khoob Huwi. [Al Musannaf ibn Abi Shaybah Vol : 11, Pg No : 118, Hadees : 32538, Published by Maqtabah Ar Rashid, Riyadh, Saudi Arabia]

Black smith and musk seller

Narrated Abu Musa: Allah's Apostle said,   The example of a good companion (who sits with you) in comparison with a bad one, is I like that of the musk seller and the blacksmith's bellows (or furnace); from the first you would either buy musk or enjoy its good smell while the bellows would either burn your clothes or your house, or you get a bad nasty smell thereof.

Sahih Bukhari Hadees # 2101

حدثني موسى بن إسماعيل ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ حدثنا عبد الواحد ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ حدثنا أبو بردة بن عبد الله ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ قال سمعت أبا بردة بن أبي موسى ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ عن أبيه ـ رضى الله عنه ـ قال قال رسول الله صلى الله عليه وسلم ‏  ‏ مثل الجليس الصالح والجليس السوء كمثل صاحب المسك ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ وكير الحداد ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ لا يعدمك من صاحب المسك إما تشتريه ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ أو تجد ريحه ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ وكير الحداد يحرق بدنك أو ثوبك أو تجد منه ريحا خبيثة ‏  ‏‏.‏

Wahabi Qadiyani bhai bhai- murdo par quran padhna jayez nahi

*قسط نمبر 2*

*وہابی قادیانی بھائی بھائی*

_*Wahabi Qadiyani bhai bhai*_

وہابی دھرم اور مرزا غلام احمد قادیانی دھرم میں قرآن پڑھ کر ایصال ثواب کرنا جائز نہیں

علمائے اہل سنت فرماتے ہیں مرزا غلام احمد قادیانی پہلے غیر مقلد تھاوہابی اس کا انکار کرتے ہیں جبکہ حقائق کچھ اور ہی طرف اشارہ کرتے ہیں جس کا ثبوت آپ ہمارے آنے والی قسطوں میں ملاحظہ کریں گے

آپ ان قسطوں کو خوب شیئر کریں فیس بک واٹساپ ٹویٹر جہاں جس جگہ آپ ہیں وہاں تک ان قسطوں کو پہوبچائیں

سکین صفحہ
👇🏼👇🏼👇🏼👇🏼

Quran padhna kabroo par

Imam Ahmad Ibn Hambal Rahimullah Ka Farmaan
“Jab Tum Kabristan Jaao To Surah Fatiha Aur Muwazatain Aur Surah Ekhlaas Padho Aur Inka Sawab Ahle Kaboor Aur Pahuchao Bila Subah Wo Unhe Pahuchta hai”
(Imam Suyuti Ash Sharahusudoor Pg : 289)

Sunday, July 17, 2016

Wahabi qadiyani bhai bhai .... Ya shaik abdul.qader jeelani kaisa

*قسط نمبر 1*

*وہابی قادیانی بھائی بھائی*

_*دونوں ہم عقیدہ*_

*مزا غلام احمد قادیانی کے دھرم میں یا شیخ عبدالقادر جیلانی کہنا ناجائز  وشرک ہے اور وہابی دھرم میں بھی یاشیخ عبدلقادر جیلانی کہنا شرک ہے*

واضح رہے کہ مرزا غلام احمد قادیانی مرتد جھوٹا نبی ہونے سے پہلے وہابی مرتد تھا جس کا انکار وہابی قوم کرتی رہتی ہے

ان شاء اللہ مرزا غلام احمد قادیانی اور وہابی دھرم کی مماثلت میں چند قسطیں آپ کی خدمت میں پیش کی جائیں گی

آپ ان قسطوں کو خوب شیئر کریں فیس بک واٹساپ ٹویٹر جہاں جس جگہ آپ ہیں وہاں تک ان قسطوں کو پہوبچائیں

* * * * * * * * * * * * * * * * * *
سکین صفحہ
👇🏼👇🏼👇🏼👇🏼

Thursday, July 14, 2016

Ay shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam lyrics

Ay shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam

zeenat-e arsh-e mu'alla, assalat-o-wassalam

rabbi-habli-ummati kehte huway paida huay

rab ne farmaya ke bakhsha assalat-o-wassalam

ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,

zeenat-e-arsh-e mu'alla, assalat-o-wassalam

sar jhuka kar ba adab ishq-e rasoolallah may,

keh raha he har sitara assalat-o-wassalam

ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,

zeenat-e-arshe-e mu'alla, assalat-o-wassalam

mu'mino padhthay raho tum apnay aqa par durood

he farishto ka wazifa, assalat-o-wassalam

ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,

zeenat-e-arshe mu'alla, assalat-o-wassalam

mein woh sunni hu jamil-e qadri marnay ke ba'd

mayra laasha bhi kahe ga assalat-o-wassalam

ae shahenshah-e-madina assalat-o-wassalam

zeenat-e-arshe mu'allah, assalat-o-wassalam

jab firishtay qabr mein jalwa dhikha-e aap ka

ho zabban par pyaare aqa, assalat-o-wassalam,

Sufi Dhikr

*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ*

_*🌺Jab Koi Qaum Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Liye Baithti Hai..*_

_●-Huzur (Sallallahu Alaihiwa Sallam) Ne Irshad Farmaya-_

*-●Jab Koi Qaum Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Liye Baithti Hai, To Farishte Unko Gher Lete Hain, Aur Rehmat Unko Dhaanp leti hai, aur Allah Ta'ala Farishton Ke Saamne Unka Zikar Farmata Hai.*

_📚-(Sahih Muslim,Hadis No:6855)_

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸

Like and subscribe our page
https://www.facebook.com/AashiqeRasool12

Wednesday, July 13, 2016

Noorani Aurat

NOORANI AURAT
******************
HIQAYAT:-
**********
Hazrat Junoon Rehmatullah Ta'aala Alaihi Farmate Hain Ki Main Ek Dafa Kaabe Sharif Ka Tawaaf Ker Raha Tha! Maine Tawaaf Khatm Kiya To Ek Noorani Aurat Ko Dekha Jo Kaabe Ka Gilaaf Pakadker Yeh Dua Maang Rahi Thi-
Aye Mere Habib! Tu Jaanta Hain Ki Mera Habib Kaun Hain? Maine Mohabbat Ko Chupaya Hain Yahan Tak Ki Iski Raazdari Se Mera Seena Tang Hogaya!
Fir Usne Rote Hue Yun Dua Maangni Shuru Ki! ILAHI! Tujhe Us Mohabbat Ka Vaasta Hain Jo Tujhe Mujhse Hain! Meri Magfirat Farma De!
Maine Us Noorani Aurat Se Kaha, Aye ALLAH Ki Bandi! Yun Kaho Ki Mujhe Us Mohabbat Ka Vaasta Hain Jo Mujhe Tumse Hain! Tum Jo Yun Keh Rahi Ho, Ki Jo Mohabbat Tumeh Mujhse Hain Yeh Tumeh Kaise Pata Chalgaya! To Wo Boli, Aye Junoon, Quraan Ki Yeh Aayat Nahi Padhi:

Tarjuma: To Ankarib ALLAH-TA'AALA Aisi Kaum Layega Jisse ALLAH-TA'AALA
Mohabbat Karta Hain Aur Wo ALLAH Se!
Dekhlo! Is Aayat May ALLAH-TA'AALA Ne Pehle Apni Mohabbat Ka Zikr Farmaya Hain Aur Yun Farmaya Hain Ki ALLAH Unse Mohabbat Farmayega Aur Wo ALLAH Se Mohabbat Karege! Goya Jo ALLAH Se Mohabbat Karte Hain Unse Pehle ALLAH Mohabbat Farmata Hain! Maine Kaha Tumne Mera Naam Kaise Jaan Liya? Wo Boli, Jo Khalik Ko Jaan Le Wo Makhluk Ko Kyon Na Jaan
Lega? Fir Usne Kaha Zara Is Taraf Dekhna, Maine Dusri Taraf Mooh Mod Liya To Wo Nazron Se Gayab Hogayi!

(Rauzur Rihayeen Pg-216)

*********************************
SABAK:-
ALLAH Ke Maqbool Bande ALLAH Ke Mehboob Hain! ALLAH Unse Mohabbat
Farmata Hain Aur ALLAH Ki Yaad Se Ek Noor Paida Hota Hain Jisse Gaafil Mehroom Rehte Hain!
Yeh Bhi Malum Hua Ki Jo ALLAH Ko Jaan Lete Hain Wo Makhluk Se Be-Khaber Nahi Rehte! Unko Sab Khabren Aati Rehti Hain!
*********************************

Like our page
https://www.facebook.com/aashiqerasool12

Friday, July 8, 2016

Khwaja Ghareeb Nawaz Ki Eid

✍" SULTANUL HIND, ATA E RASOOL, SAYYEDNA SARKAR KHWAJA GARIB NAWAZ radiyallaahu
anhu ki eid

🕋🕋🕋EID MUBARA🕋🕋🕋

🌄ek martaba EID ka din tha. SAYYEDNA SARKAR KHWAJA
GARIB NAWAZ radiyallaahu anhu NAMAZ-E-EID ke liye
tashrif le jaa rahe the us waqt aapki umr sharif 7 saal ya barivaayate 10 saal ki thi.

🌄Raaste me aapne dekha ke ek (1) naabina(andha) yatim bachcha khada ro raha hai. Aap uske
karib tashrif le gaye. Usse uska haal daryaaft farmaya. Us yatim bachche ne bataaya ke :-

~"Mere maa baap bhai bahan koi nahi hai jo aaj nahla dhula kar muje aaj EID ke din nayaa libaas pahnaaye. Aur mai bhi
kisi ke saath EIDGAAH jaata bas muje is bekasi par rona aa raha hai"~

🌄usi waqt SAYYEDNA SARKAR KHWAJA GARIB NAWAZ radiyallaahu anhu ne us naabina ladke ka haath pakda. Apne ghar le aaye nahla dhula kar nayaa libaas pahnaaya aur apne saath lekar EIDGAAH ki jaanib ravaana ho gaye.

🌄~~"USI WAQT GAYB SE AAVAAZ AAYI MUEENUDDIN HASAN TUM 'GARIB NAWAZ' HO."~~

(📚Hamare Sarkar Garib Nawaz)

- Isi tarha Khwaja ghareeb nawaz ne huzoor ki aur us yatim bache ke waqie ko yaad karke ye sunnat h ada ki

🌄"Najro me nahi aati kaunain ki sultani,
Shaho se bhi afzal hai mangta mere KHWAJA ka."

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸

Tuesday, July 5, 2016

Hazrat Hussain ki sakhwat

••»SAKHAWAT«••
******************
     Ek Roz Ek Shaks Hazrat Imaam Hussain Radi-Allahu-Ta'aala-Anhu Ki Khidmat May Haazir Hua! Arz Ki, Ki Main Kasrat-A-Aayaal Ke Bayis Be-Hadh Tangi Aur Aflaas May Hoon, Yahan Tak Ki Aaj Raat Khane Keliye Bhi Kuch Nahi! Hazrat Imaam Ali Makaam Ne Use Apne Paas Tehraya! Itne May 5 Tode Dinaaron Ke Hazrat Amir Muawiya Radi-Allahu-Ta'aala-Anhu Ne Hazrat Imaam Ali Makaam Ki Khidmat May Bheje! Aapne Wo 5cho Tode Us Fakir Ko Inayat Farma Diye! Uzr Bhi Farmaya, Ki Tujhe Thodi Bahoat Intezaar Karna Pada Uski Muafi Chahta Hoon!

(Kashaful Mahzoob Pg-9

*********************************
SABAK:-
*******
Khuda-Ta'aala Ne Apne Nek Bandon Ke Mutaallik Farmaya Hain Wo Apna Maal Dusron Ko De Dete Hain! Agarche Wo Khud Haajat-Mand Ho! Hazrat Imaam Hussain Radi-Allahu-Ta'aala-Anhu Is Aayat-A-Karima Ke Sahi Misdaaq The! ALLAH Ke Nek Bande Aisa Hi Karte Hain! Saayil Ka Sawaal Pura Karte Hain! Uski Ummid Se Bhi Zyada Use Dete Hain, Yeh Bhi Malum Hua Ki Maqboolaan-A-Khuda Ke Darwaze Se Haajat-Mand Kabhi Khaali Nahi Laut-te!
*********************************

Eid Ki Namaz Padhne Ka Tariqa

Thursday, June 30, 2016

Gustakhe Rasool Ka Hashr

HADEES;-
*********
Hazrat Anas Radi-Allahu-Ta'aala-Anhu Farmate Hain Ki Ek Isayi Musalman Hua Usne Sur-A-Bakr Aur Sur-A-Aale-Imraan Padhli Fir Wo Nabi-A-Karim SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ki Bargah May WAHI Ki Kitaabat Karne Laga, Iske Baad Wo Isayi Hogaya Aur Kehta Tha Ki Mohammad Wahi Jaante Hain Jo Maine Likh Diya Hain! Fir ALLAH-TA'AALA Ne Isko Maut De Di Aur Logon Ne Ise Dafn Kerdiya, Agle Din Uski Laash Zameen Per Padi Mili, Kehne Lage Yeh Mohammad Aur Unke Sathiyon Ne Kiya Hoga Kyonki Yeh Unke Paas Se Bhaagker Aagaya Tha! Isliye In Logon Ne Hamare Aadmi Ki Qabr Khodh Daali!

Dusre Din In Logon Ne Iske Liye Aur Gehri Qabr Khodhi Lekin Wo Agle Din Zameen Per Pada Mila, Kehne Lage Yeh Mohammad Aur Inke Sathiyon Ka Kaam Hain Kyonki Yeh Inke Paas Se Bhaag Aaya Tha!

Tisre Din In Logon Ne Iske Liye Jitni Unke Bas Ki Baat Thi, Utni Gehri Qabr Khodhi! Subah Hui To Fir Dekha Laash Baaher Padi Hain! Ab Wo Log Samajhe Ki Yeh Insaano Ka Kaam Nahi Hain (Yani Yeh Sab Kuch Gaib Se Ho Raha Hain) To Ise Wahin Pade Rehne Diya!

(Bukhari Jild-1, Baab Almaatin-Nubuwat Pg-511)

********************************
TASHRIH:-
**********
Is Hadees Ka Khulasa Yeh Hain Ki Gustakh-A-Rasool Ko Har Shai Pehchanti Aur Isse Nafrat Karti Hain, Zameen Ne Bhi Is Be-Adab Ko Kubul Na Kiya Aur Bar-Bar Dafnane Ke Ba-Wajudh Wo Ise Baaher Nikaalker Fhenk Deti Thi!
********************************

Alwada Alwada Mahe Ramdhan

Alwada Alwada Mahe Ramzan
Qalb-e-Aashiq Hain Ab Para Para,
Alwada Alwada Mahe Ramazan.

Tere Aaney Se Dil Khush Huwa Tha,
Aur Zoak-e-Ibadat Badha Tha,
Aahh Ab Dil Pe Hain Ghum Ka Galba,
Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan.

Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain,
Aah Issiya He Main Din Katain Hain,
Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo,
Chand Ansoo Nazar Kar Raha Hoo,
Yehi Hai Mera Kul Asasaaa,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Jub Guzar Jayenge Mah Giyara,
Teri Aamad Ka Phir Shoor Hoga,
Kiya Meri Zindagi Ka Bharosa,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Bazm Iftar Sajti Thi Thi Kaisi,
Khood Sehri Ki Ronak Bhi Hotee,
Sub Sama Hogaya Suna Suna,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Yaad Ramzan Ki Tarpa Rahee Hai,
Aansoo Ki Jarhee Lag Gayee Hain,
Keh Raha Hai Har Aik Qatra,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Tere Diwane Sub Ke Sub Ro Rahe Hain,
Muztarib Sub Ke Sub Ho Rahe Hain,
Kaun Dega Inhe Ab Dilasa,
Alwada Alwada Mahe Ramzan.

Sag-e-ATTAR, Badkar, Qahil,
Rah Gaya Yeh Ibadat Se Gaafil,
Is Se khush Hoke Hona Rawana, Hum Sub Se Khush Hoke Hona Rawana
ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN,
ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN.

Aae Musalman Tho Zinda Rahoge,
Is Mahiney Ko Phir Dekh Looge,
Kiya Teri Zindagi Ka Bharoosaaa,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Saal-e-Ainda Shah-e-Haram Tum,
Karna Hum Sub Par Yeh Karam Tum,
Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,
Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,
Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,(AAMEEN)
Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.

Waasta Tujh Ko Meethey Nabi Ka,
Hashr Mai Humko Mat Bhool Jana,
Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,
Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,(Aameen)
Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.

Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Ramzan,
Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Gufran,
Jao Hafiz Khuda Ab Tumhara,
Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.
ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN,
ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN

Tashahhud me ungli hilana kaisa

🚫TASHAHHUD MEIN UNGLI HILANA SUNNAT NAHI 👆❌🚫


🔷UNGLI HILANA SUNNAT NAHI - BAAZ ULEMA E AHLE HADEES WAHABI KE AQWAAL

2⃣ IMAM UL WAHABIYA SHAYKH IBNE ABDUL WAHHAB NAJDI KE NAZDEEK TASHAHHUD MEIN UNGLI HILANA SUNNAT NAHI

Gair Muqallideen Ahle Hadees ke Shaykh ul Islam Shaykh Ibne Abdul Wahhab Najdi ke nazdeek bhi pure tashahhud mein ungli hilana sunnat nahi. Woh bhi yahi kehte hai ki Zikrullah (La- ilaaha ilallah) ke waqt ungli se ishaarah kiya jaaye aur ungli ko na hilaaya jaaye. Woh likhte hai:

👉�"ZIKRULLAH (LA ILAAHA ILALLAH) KE WAQT SABABA UNGLI SE ISHAARA KARE AUR UNGLI KO NA HILAAYE KYUKI HAZRAT IBNE ZUBAIR رضي الله تعالى عنه KI HADITH SE YAHI SABIT HAI."
[● MUKHTASAR AL INSAF WA ASH-SHARH AL KABEER, 1/ 128]

¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤

Wednesday, June 29, 2016

Kafir ko kafir kehna kaisa

Kaafir ko Kaafir kehna Kaisa ???
Aksar kaafi logo se Suna hai ki Kaafir ko Kaafir
na kaho kya pata uska khatma Imaan per
hojaye,lekin hum yeh kyu nahi sochte ki ALLAH
taala aur NABI Sallallahualaihiwasallam ne
kaafir ko kaafir bola ya nahi.
Aur is tarah hum Musalmaan ko Musalmaan bhi
nahi kehna chahiye kya pata uska khatma Imaan
per na ho aur woh us waqt gumrah hojaye aur
kafiro’n ki maut marjaye.
Khair Hum Insha ALLAH Quran o Hadees se
Dalil lete hai is per ki Kaafiro’n ko Kaafir kehna
kaisa ???
Quran:
Surah Baqrah aayat no. 6
Tarjuma : Beshak woh Jinke qismat me kufr hai
, inhe barabar hai chahe tum inhe darao ya na
darao woh imaan laane kay nahi.
Surah Baqrah Aayat no. 8
Tarjuma: Aur kuch log kehte hai, kay hum
ALLAH aur pichle deen per Imaan laaye aur who
Imaan wale nahi.
Surah Kaafiroon ayat no. 1
Tarjuma : Tum Farmao a kafiro’n.
Surah Maida aayat no. 51
Tarjuma : A Imaan walo Yahud o Nasara ko Dost
na banao.(Yaha ALLAH Imaan walo se keh raha
hai ki kaafir jo Yahud o Nasara hai se dosti
karne mana karraha hai)
Surah Maida aayat no. 44
Tarjuma : Aur jo Log ALLAH kay utaare per
Hukum na kare who log kaafir hai.
Surah Tauba aayat no. 32
Tarjuma : ﭼﺎﮨﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﺍﻟﻠّٰﮧ ﮐﺎ ﻧﻮﺭ ‏( ﻑ۷۱‏) ﺍﭘﻨﮯ
ﻣﻨﮧ ﺳﮯ ﺑﺠﮭﺎ ﺩﯾﮟ ﺍﻭﺭ ﺍﻟﻠّٰﮧ ﻧﮧ ﻣﺎﻧﮯ ﮔﺎ ﻣﮕﺮ ﺍﭘﻨﮯ
ﻧﻮﺭ ﮐﺎ ﭘﻮﺭﺍ ﮐﺮﻧﺎ ‏( ﻑ۷۲‏) ﭘﮍﮮ ﺑﺮﺍ ﻣﺎﻧﯿﮟ ﮐﺎﻓﺮ
Surah Mominoon aayat no. 32
Tarjuma : ﺍﻭﺭ ﺟﻮ ﺍﻟﻠّٰﮧ ﮐﮯ ﺳﺎﺗﮫ ﮐﺴﯽ ﺩﻭﺳﺮﮮ
ﺧﺪﺍ ﮐﻮ ﭘﻮﺟﮯ ﺟﺲ ﮐﯽ ﺍﺱ ﮐﮯ ﭘﺎﺱ ﮐﻮﺋﯽ ﺳﻨﺪ
ﻧﮩﯿﮟ ‏( ﻑ۱۷۷‏) ﺗﻮ ﺍﺱ ﮐﺎ ﺣﺴﺎﺏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﺭﺏ ﮐﮯ
ﯾﮩﺎﮞ ﮨﮯ ﺑﯿﺸﮏ ﮐﺎﻓﺮﻭﮞ ﮐﺎ ﭼﮭﭩﮑﺎﺭﺍ ﻧﮩﯿﮟ
Surah Ash-Shura aayat no. 45
Tarjuma : ﺍﻭﺭ ﺗﻢ ﺍﻧﮩﯿﮟ ﺩﯾﮑﮭﻮ ﮔﮯ ﮐﮧ ﺁ ﮒ ﭘﺮ
ﭘﯿﺶ ﮐﺌﮯ ﺟﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ ﺫﻟّﺖ ﺳﮯ ﺩﺑﮯ ﻟﭽﮯ ﭼُﮭﭙﯽ
ﻧﮕﺎﮨﻮﮞ ﺩﯾﮑﮭﺘﮯ ﮨﯿﮟ ‏(ﻑ۱۱۱‏) ﺍﻭﺭ ﺍﯾﻤﺎﻥ ﻭﺍﻟﮯ ﮐﮩﯿﮟ
ﮔﮯ ﺑﯿﺸﮏ ﮨﺎﺭﻣﯿﮟ ﻭﮦ ﮨﯿﮟ ﺟﻮ ﺍﭘﻨﯽ ﺟﺎﻧﯿﮟ ﺍﻭﺭ
ﺍﭘﻨﮯ ﮔﮭﺮ ﻭﺍﻟﮯ ﮨﺎﺭ ﺑﯿﭩﮭﮯ ﻗﯿﺎﻣﺖ ﮐﮯ ﺩﻥ ‏( ﻑ۱۱۲‏)
ﺳﻨﺘﮯ ﮨﻮ ﺑﯿﺸﮏ ﻇﺎﻟﻢ ‏( ﻑ۱۱۳‏) ﮨﻤﯿﺸﮧ ﮐﮯ ﻋﺬﺍﺏ
ﻣﯿﮟ ﮨﯿﮟ
Yeh aayat bhi Kaafiro’n kay liye hai.
Hadees
Rasoolullah alaihesalam apneSahaba se farmate
hain,'Kya Faajir ko bura kehne se parhez karte
ho? Log inhe kab pehchanenge?Faajir ki buraiya
bayan karo taki log isse bachen.
(Kanzul Ummal S-338)
.
Nabi alihesalam ne farmaya, Unhe apne se door
rakho aur unse door bhago, kahin wo tumhe
gumrah na
kar den
(Muslim S-10 Baab un Noha)
Jo kafiro se mohabbat kare, wo unhi me se hai.
(Musnad Ahmed,7:209)
.
Ek Shaks ke akhri waqt par logo ne kalma
padhneko kaha, to wo bola ye 2 shaks
(Farishte) khade keh rahe hain ki Tu unke pas
baithta tha jo Hazrat Abu Bakr. aur Hazrat.Umar
radiallataala anhum ko bura kehte the,ab hum
tujhe kalma nahi padhne denge.
(Sharahus Sudur 37)
Jab fitne zaahir honge, aur aise me Aalim apne
Ilm ko na zahir kare,to is pe Allah aur iske
farishte aur tamam insane ki laanat hai,aur
Allah aise insan ke na farz qubul kare, na nafil.
(Bukhari 2:1084)
.
Jab tum kisi burai ko dekho, to use apne hath
se rok do,ye na ho sake to usey zuban se bura
kaho,ye bhi na ho to usey Dil se bura jano, aur
ye Eiman ka sabse chota darja hai.
(Muslim, Kitabul Eiman)
.
Nabi alaihesalam ne Masjid-e-Nabwi se 300 logo
ko naam lekar munafiq kaha aur masjid se
bahar nikal diya.
(Muslim J-1 Kitabul Fitan)
Aur digar Hawale Jinme kufr aur Kaafiron kay
Taaluq se Hadees I hai.
Bukhari :: Book 3 :: Volume 50 :: Hadith 891
Bukhari :: Book 4 :: Volume 52 :: Hadith 281
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 554
Muslim :: Book 19 : Hadith 4385
Bukhari :: Book 4 :: Volume 52 :: Hadith 276
Bukhari :: Book 5 :: Volume 57 :: Hadith 50
Bukhari :: Book 4 :: Volume 53 :: Hadith 375
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 412
Dawud :: Book 19 : Hadith 2998
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 417
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 448
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 466
Bukhari :: Book 4 :: Volume 56 :: Hadith 700
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 553
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 579
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 611
Bukhari :: Book 4 :: Volume 52 :: Hadith 210
Bukhari :: Book 8 :: Volume 73 :: Hadith 226
Bukhari :: Book 9 :: Volume 89 :: Hadith 282
Dawud :: Book 4 : Hadith 1272
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 315
Dawud :: Book 35 : Hadith 4246
Muslim :: Book 19 : Hadith 4360
Dawud :: Book 10 : Hadith 1882
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 325
Dawud :: Book 2 : Hadith 418
Bukhari :: Book 9 :: Volume 91 :: Hadith 371
Bukhari :: Book 4 :: Volume 52 :: Hadith 317
Bukhari :: Book 9 :: Volume 83 :: Hadith 19
Bukhari :: Book 8 :: Volume 75 :: Hadith 405
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 311
Bukhari :: Book 8 :: Volume 73 :: Hadith 169
Bukhari :: Book 7 :: Volume 62 :: Hadith 21
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 412
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 404
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 386
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 345
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 250
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 89
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 11
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 693
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 688
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 687
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 685
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 655
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 626
Bukhari :: Book 4 :: Volume 56 :: Hadith 731
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 610
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 584
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 581
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 580
Aur 80 Hadees Bukhari,Muslim,Abu dawood me
zikr hai Kafiron kay taaluq se ki kafiron ko kaafir
hi kehkar bulaya gaya hai.
Toh Pata Chala ki Kaafir ko Kaafir hi kaha
jayega aur Musalmaan ko Musalmaan.
Wallahuaalam.