Sunday, May 29, 2016

Ya rasool Allah ka naara sahaba ne b lagaya hai Mohammed Raza Saqib Mus...

tableeghi junaid n sunni junaid

Wahabi dharm me angrezo ki ita'at wajib

wahabi dharam mein Angrezon ki ita'at wajib hai😳 

  wahabi auliya allah ki ita.at ko shirk biddat kehte hain  aur khud hain ki sowar khane wali qaum ki ita.at ko wajib qarar de rahe hain......... isliye mere imam ahle sunnat imam ahmad raza ne farmaya tha......... 

  jo tere dar se yaar phirte hain

dar badar yun hi khawar phirte hain  

scan page

Thursday, May 26, 2016

Sureh Baqra , Kafir Aur Munafiqo Ka Zikr

#Sureh #baqra 2
Kafir aur munafiqo ka zikar
-----------------------------------------------------------------
-Allah talah ayat 6 Se 20 tak kaafir aur munafiqeen k bare me batata hai
-aur jab unse kaha jaye zameen me fasad na karo to kehte hain hum sanwarne wale hain sunta hai wahi fasadi hai magar wahi fasadi hain (sureh baqra ayat 12)
-aur jab iman walo Se mile to kahe hum iman laye aur jab apne shaitano k pass akele ho to kahe hum tumare sath hain hum to yuhi hansi karte hain
(Sureh baqra ayat 14)
-ye ayat abdullah bin abi waghera munafiqeen k haq me nazil hui ek roz unhone sahaba ko aate dekha to ibne abi ne apne yaro Se kaha dekho to mai kaisa banata hu jab WO qareeb pahunche to ibne abi ne hazart abubakr ka hath pakar kar tareef ki phir hazrat umar aur hazrat ali ki tareef ki ..
Hazrat ali ne farmaya ae ibne abi khuda Se dar nafaq na kar baaz aa qke munafiqeen badtareen khalq hain ispar WO kehne laga ye baaten nafaq dar Se nahi ki gayi hum apki tarha momin Sadiq hain jab ye hazrat tashreef legaye to apne yaro me apni chalbazi par faqr karne laga
Allahu Akber ....
Allah Hume munafiqeen Se bachaye ... Aameen

Sureh Baqra ki Fazilat

Sureh baqra 1
Sureh baqra ki fazilat
------------------------------------------------------------------------
-Ye madani Surat hai
-jis ghar me ye surah pada jaye 3 din tak shaitan us ghar me daaqil nahi hota
-Jo shaks sote Waqt sureh baqra ki 10 aayate ( shuru k 4, ayatul kursi aur uske baad k 2 , last ke 3 ) padhega Quran sharef ko nahi bholega
- hazrat ibne umar Se riwayat hai huzoor sallelahu alihi wa sallam ne farmaya mayyat ko dafan karke sarhane sureh baqra k awwal ki aayate aur paaon ki taraf aakhir ki aayate padho (Tibrani & Bihaqqi)
-sureh baqra k shuru k 5 ayato me allah momineen ko namaz qayem karne aur allah ki rah me kuch dene aur Quran par aasmani Kitabo par aur aakhirat par eman laane ko kehraha hai
Sureh_Baqra_aayat_1-5

Allah ke waliyo ki sawariya

♊ HAZRAT SAYYEDNA IBRAHIM BIN ADHAM radiyallahu anhu Farmaya karte the ke “Mere Paas Char (4) Sawariya he”.

1⃣ Jab koi Nemat Milti he to ‘Shukr ki Sawari’ par Sawar ho kar Khuda ke Samne Jata hu.

2⃣ Jab Bandagi va Ibadat ka Waqt aae to ‘Khulus ki Sawari’ par Sawar ho Jata hu.

3⃣ Jab koi Musibat va Balaa Nazil hoti he to ‘Sabr ki Sawari’ par Sawar ho jata hu.

4⃣ aur Jab koi Gunah ho jata he to ‘Touba va Istigfaar ki Sawari’ par Sawar ho kar uske Huzur pesh ho Jata hu.

>> Allah wale Hamesha Sabr o Shukr Isaar o Khulus aur Touba va Istigfaar ko Apnaae rakhte he. Hame bhi Un chizo ko Apnana Chahiye.

📗(Sachi Hiqayat)

Ramdhan Notice

Common mistakes in 🌙 Ramadhan:

1. Drinking "rooh afza" on a daily basis🍹

- Why: It contains high amounts of sugar, additives and colarants
- Solution: If you have to, drink it twice a week maximum

2. Drinking large amounts of water at iftaar time

- Why: Filling the stomach with water is more strenuous to it than with food.
- Solution: have a few sips at iftaar then a glass after every two hours.

3. Exercising directly after iftaar.

- Why: the body's blood flow is concentrated around the stomach at that time.
- Solution: Exercise after two hours of eating to ease digestion.

4. Chewing and swallowing food fast.

- Why: chewing food slowly can speed up digestion and help maintain your weight

5. Having dessert directly after iftaar

- Why: they make you drowsy and sleepy 😴
- Solution: leave at least a two hour gap between iftaar and dessert to stay fresh and awake for ishaa and taraweeh prayers

6. Consuming foods with high amounts of sodium

- Why: Sodium triggers thirst through out the fasting hours of the day
- Solution: instead, eat foods that are high in potassium, they retain water and supress your thirst.

# Bananas are high in potassium. A banana at Suhoor time can control your thirst level through out the day.

# Best sources of potassium for Suhoor time:
- bananas 🍌
- milk 🍼
- dates
- avocados 🍏
- dried peaches 🍐
- pistachios
- pumpkin 🍠
- peas
- dark chocolate 🍫

# Worst choices for Suhoor:
- biryani
- kebab
- pizza
- fast food in general
- cheese 🍕
- haleem

# Best choices for Suhoor:
- potato
- rice
- dates
- whole grain bread
- banana 🍌

Please do not keep  this reminder to yourself , share with your beloved brothers and sisters . Ramzan is coming

Wednesday, May 25, 2016

Zakat ka hisab o kitab aur kin cheezo pe zakat hoti hai Mufti Akmal Qu...

Kaliyaan zulfaa wala lyrics

Kaliyaan zulfaa wala dukhi dillan daa sahaara
Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara

Dassan ki main Mustafa di kaydi sohnii shaan hai
Aap di tareef which sara hee Quran hai
Parh kay tu weykh jeyra marzi sipaara
Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara

Eyda sohna Nabi koi duniya tay aaya nahin
Yaar ey ho jiyaa koyi Rab nay banaya naheen
Deed meray Nabi di hai Rab da nazaara
Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara

Denday nay gawahi zaray zaray koay toor day
Wekhday naseeban walay jalway Hazoor day
Aamina da chan tay Halima da dhulara
Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara

Kar kay ishara sohna suraj noon morda
Aapay chaan torda tay aapay chan jorda
Bigari banaway meray Nabi da ishaara
Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara

Kehndi aye Heleema mukh wekh lajpal da
Lab kay leyawaan kithoon sohna teray naal da
Aamina da chan tay Halima da dhulara
Chohdween da chaand tay arshaan da tara
Qasam Khuda di mainoon sub naloon pyara

Tableeghi jamat me paiso ko leke jhagda

🐒🐵Tableeghi Jama'at me Zakaat k Paiso ko lekar Jhagrda

Deobandiyo ka asli Roop😂😂

Tablighi Markaz Hazrat Nizamuddin me Gaddi ke liye, aaj Maulana Saad or Maulana Zubair (Marhum) ke betey-Shu'aib, khu'aib or u'aib ke bich firse Markaz ke andar Paiso or Gaddi ko likar Ghamasaan Ladai, gaali-galoch, chappal- jute chale.

Dopehar se hi Delhi Police ke senior officer wahan aaye or donon Group ke logo ko Lekar Police station me Fil waqt 9:45 tak Maujood hai.

Puri duniya me Tabligh ka kaam karne wale, Dargaho ko Badnaam karne wale, aaj usi jagah khadey hai inki Haqiqat hai.

Ramzaan se Pehle har saal hone wali ladayia ye bahut aam hai.
Zakaat Fund ko lekar dono groups me yuhi jhagde chalte rehte hai.

Puri Duniya ko Deeni Tabligh ke naam se zabardasti, Ummate Rasool ﷺ ko be-Rozgaari, gharibi, jihalat or gandagi ka tohfa diya ja raha hai...

Pichle 70 saalo me, bas ummat ko Gali-Gali firaana or Sunni Masjido par qabzaa karna hi hota raha.

Sureh Fatiha

Sureh fatiha ko ummul quran b kaha jata hai isme har beemari ki dawa hai..

iska namaz me padhna lazim hai..

----------------------------------------------
1 farishte ne aasman Se nazil hokar huzoor sallelahu alihi wa Sallam par salam arz KI aur 2 aise nooro KI basharat di Jo huzoor sallelahu alihi wa Sallam Se pehle kisi nabi ko ata na hue
1- sureh fatiha aur dusre sureh baqra KI aakhri aayate
(Muslim shareef )
-------------------------------------------------
Sureh fatiha har Marz K liye shifa hai (daarimi)
---------------------------------------------------
100 martaba sureh fatiha padh kar Jo dua maange Allah ta'alah qubool farmata hai
(daarimi)

*****************************
qyamat k qareeb kuch log aise b aayenge jo quran o hadith ke naam se bhatkayenge aur jo buto par pathro par aayate utri wo momineen par aulia ikram ambiya ikram par lagayenge uska khulasa yaha aayat no. 5 aur 6  me kiya gaya hai..

humko seedhe rasta par chala aise logo k raste par jin par tumne inaam ata kiya hai..

isse sabit hota hai k allah ke nek bando ki raah par chala...

Join us
www.Facebook.com/AashiqeRasool12

www.AashiqeRasool12.blogspot.in

www.Twitter.com/AashiqeRasool12

www.Instagram.com/AashiqeRasool12

www.YouTube.com/Aashiqe Rasool

Quran details

Qurane paak ki maalumaat

paare 30

suraten 114

makki 86

madani 28

manzilen 7

ruku 540

sajde 14

aayat 6666

zabar 53243

zeir 39582

pesh 8804

tashud 1243

huruf 323760

nuqte 105681

Join us on

www.YouTube.com/Aashiqe Rasool

www.Twitter.com/AashiqeRasool12

www.Instagram.com/AashiqeRasool12

www.AashiqeRasool12.blogspot.in

www.Facebook.com/AashiqeRasool12

Aulia ki tareer by inne taimiya

Ibne Temiya Ka Aqeeda Awliya Bhi Madadgar Hain

Ibn Taymiya Farmatey Hey : "Bahot se log Aulia unhe samjhte hey jiske haath per khark e aadat cheez ka zuhur ho aur usse kashf ka zuhur ho, yaa usse ba'az khark e aadat tasarrufaat ka zuhur ho, masalan wo kisi ki Taraf ishara karey to wo Mar Jaaye, Yaa wo hawa me Ud Ker Makkah Yaa Kisi Aur Shaher Pahunch Jaaye, Yaa Wo Paani Per Chaley, Yaa Hawa se Lotey Ko Bhar De, Yaa Uske Paas Kuch Nahi Magar Wo Gaib se Kharch Kerta Hey, Yaa Wo Nigaho se Gayab Ho Jaata Hey, Yaa Jab Koi Uski Madad Chahta Hey Aur Wo Uske Paas Nahi Hey, Yaa Fir wo Apni Qabar Me Hey To Wo Qabar Waala Us Madad Mangne Waale Ke Paas Aata Hey Aur Uski Madad Kerta Hey, Yaa Chori Hue Maal Ki Khabar Deta Hey, Yaa Gayab Aadmi ka Haal Batla Deta Hey, Yaa Marz Ke Ahwaal se Aagah Ker Deta Hey" Fir Aagey Farmate Hey Ke "In Jaisi cheezo ka Zuhur Kabhi ALLAH ke Wali Se Hota Hey Aur Kabhi Is Tarah ki cheezo ka zuhur ALLAH ke Dushman Se Bhi Hoti Hey" 

(Majmu Al Fatawa 11/213-214)

Ya'ni Ibn Taymiya Ke Nazdeek Hawa Me Udna, Paani Per Chalna, Qabar se Madad Kerne Aana Wagaira Cheeze ALLAH Ke Wali se Bhi Ho Sakti Hey Aur ALLAH ke Dushman se Bhi. Subhanallah.

Ye Baatey Humare Ulama Likhe to Jahil Aur Munafiq aur Inka Ibn Taymiya Likhe To Wo Shaykh Ul Islam? Kya Quran o Hadees Me In Victorians ne Sirf Ulama e Haq Per Aiteraz Kerna Hi Sikha Hey? Kya Inhone Quran O Hadees se Insaaf Kerna Nahi Sikha?

Scan page Majmu Al Fatawa👇🏻👇🏻

Duae Noor

nabi ka ilme ghaib aur wiladat ka din farooq razvi

Tuesday, May 24, 2016

Tajdar-e-Hharam ay Shahnshah-e-Dee’n lyrics

Tajdar-e-Hharam ay Shahnshah-e-Dee’n

Tum pay har dam Karoro darood o salam

Ho Nigah-e-Kram Ham Pay Sultan-e-Dee’n

Tum Pay Har Dam Karoro Darood-O-Salam

Door Reh kar Na Dam Toot Jay Kaheen,

Kash Tayba Main Ay Mere Mah-e-Mubeen

Dafan Honay Ko Mil Jay Do Gaz Zamee’n

Tum Pay Har Dam Karoro Darood O Salam

Koi Husan-e-Amal Paas Mere Nahi,

Phans Na Jaun Qayamat Main Maula Kahee’n,

Ay Shafi Ay Umam Laaj Rakhna Tumhi,

Tum pay har dam Karoro darood o salam

Ho Nigah-e-Kram Ham Pay Sultan-e-Dee’n

Tum Pay Har Dam Karoro Darood-O-Salam

Tere Yadoon Say maamoor Say Seena Rahay,

Lab Pay Har Dam Madeena Madeena Rahay ,

Bus main Dewana Ban Jaun Sultan-e-Dee’n,

Tum pay har dam Karoro darood o salam

Ho Nigah-e-Kram Ham Pay Sultan-e-Dee’n

Tum Pay Har Dam Karoro Darood-O-Salam

Moat k Waqat Kar Do Nigah e Karam,

Kash Is Shaan Say Ye Nikal Jay Damm,

Sang -e-Dar Pay Ho Meri Jabee’n

Tum pay har dam Karoro darood o salam

Ho Nigah-e-Kram Ham Pay Sultan-e-Dee’n

Tum Pay Har Dam Karodo Darood-O-Salam

Ab Madeenay Main Sub Ko Bula Lejiay,

Or Seena Madeena Bana Dijiay,

Bahr-e- Ghaus-ul-Wara Ay Imam-e-Mubee’n

Tum pay har dam Karoro darood o salam

Ho Nigah-e-Kram Ham Pay Sultan-e-Dee’n

Tum Pay Har Dam Karodo Darood-O-Salam

Phir Bula Lo Madeenay Main ATTAR ko

Ye Tarapta Hai Tayba K Deedar Ko,

Koi Is K Siwa Aarzoo Hi Nahi

Tum pay har dam Karoro darood o salam

Ho Nigah-e-Kram Ham Pay Sultan-e-Dee’n

Tum Pay Har Dam Karodo Darood-O-Salam

Allah ki kitabo se wahabiyo ka inkar exposed by Hafiz ehsan quadri

wahabi ki poem ka answer by asif jalali and shah sahab

Monday, May 23, 2016

Ghusle janabat ka tariqa Mufti Akmal quadri

Islamic quiz

Shaheed ki qisme

*SHOHDA KI QISME*

🏮 HUZUR NABI E KARIM sallallahu alayhi va sallam Irshad farmate he ke jo Log Ladaai me Qatl kiye Jate he unki Tin (3) Qisme he.

1⃣Wo Momin jo Apni Jaan aur Apne Maal se Allah ki Raah me Lade aur Dushman se Khub Muqabla kare yaha tak ke Qatl kar diya Jaae. Ye wo Shahid he jo Sabr aur Mashakkat ke Imtehaan me Kamiyab hua ye Shahid Khuda Ta’ala ke Arsh ke Niche Khuda e Ta’ala ki Rehmat ke Saae me Hoga.

🏮Ambiya e Kiram us se sirf Darja e Nubuvvat me Zyada Honge. Yaani Martaba e Nubuvvat aur Us se jo Kamalat Muta’alliq he Unke Alawa har Martaba aur har Kamaal Shahid ko Hasil hoga.

2⃣Wo Momin jiske Aamal dono Tarah ke ho yaani kuchh Achhe aur Kuchh Bure. Wo Momin Apni Jaan aur Maal se Khuda ki Raah me Jihad kare, Jis waqt Dushaman se Saamna ho Us se Lade yaha tak ke Qatl kar diya jaae.

🏮Ye Aisi Shahadat he jo Gunaho aur Buraaiyo ko Mitane wali he. Phir Farmaya “Beshaq Talvaar Gunaaho ko Bahot Zyada Mitane wali he” aur ye Shahid jis Darvaze se Chahega Jannat me Chala Jaaega.

3⃣Wo ‘Munafiq’ he Jisne Apni Jaano Maal se Jihad kiya aur Jab Dushman se Muqabla hua to Khub lada yaha tak ke Qatl kar Diya gaya. Ye Shakhs Dozakh me Jaaega isliye ke “Nifaaq yaani Chhupe hue Kufr ko Talvaar nahi Mitaati”

📕(Mishkaat Sharif)

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸

Sunday, May 22, 2016

serious message from owais raza quadri

Hazrat Ali Beautiful Quotes

Hazrat Ali (R.A) Quotes!

1. Agar tum kisi ko dokha dene mein kamyaab ho jate ho to ye mat socho ki wo kitna bewaqoof hai, balki ye socho ki usko tum par aitbaar kitna tha.

2. Gusse ki haalat me koi faisla mat karo aur agar khush ho to koi vaada mat karo.

3.Hamesha apni choti choti ghaltiyon se bachne ki koshish karo, kyunki insaan pahadon se nahi balki chote chote pattharon se thokar khata hai.

4. Tumhari niyyat ki aazmaish us waqt hoti hai? Jab tum kisi aise insaan ki madad karo jis se tumhe koi cheez ki umeed na ho.

5. Zindagi ko is tarah jiyo jaise hamesha zinda rehna hai. Aur aakhirat ki fikr aise karo jaise agle hi pal marr jana hai.

6. Agar kisi ka zarf aazmana ho to use zyada izzat do, Wo aala zarf hua to aap ko aur zyada izzat dega. Aur agar kam zarf hua to khud ko aala samjhega.

7. Kabhi apne dost ki sacchai ka imtehan na lo, kya pata us waqt wo majboor ho aur tum ek accha dost kho baitho?

8. Jab aankein nafs ki pasandeeda cheezein dekhne lage to dil anjaam se andha ho jata hai.

9. Kisi ko tum chaho aur woh tumhe thukra de? To yeh uski badnaseebi hai. Aur agar koi tumhe na chahe aur tum use zabardasti apna banana chaho? To yeh tumhare nafs ki zillat hai.

10. Main jannat ke shauq me ibadat nahi karta kyunki yeh ibadat nahi tijarat hai.Main dozakh ke khauf se bhi ibadat nahi karta kyunki yeh ibadat nahi ghulami hai.Main ibadat sirf isliye karta hoon kyunki mera RAB ibadat ke qabil hai aur koi nahi.

11. Agar dost banana tumhari kamzori hai? To tum duniya ke sabse taqtwar insaan ho.

12. Zindagi me kabhi haalat ke saath samjhauta karna pade to ghabrana mat "Dost", Jhukta wohi hai jisme jaan hoti hai, akadna to murde ki pehchan hoti hai.

13. Insan ke bimaar hone ki ek badi wajah doston ki judai hai.

14. Apno ko hamesha apne hone ka ehsaan dilate raho warna waqt aapke apno ko aap ke bina jeena sikha dega.

15. A wise man first thinks and then speaks and a fool speaks first and then thinks.

16. Jab main dastarkhan par do rang ke khane dekhta hoon to main mayus ho jata hoon ki aaj phir kisi ka haq mara gaya.

17. Kisi se mohabbat karne se pehle apne dil me qabristan banalo, ta ki uski choti choti ghaltiyon ko dafna sako.

18. Duniya me char dafa waqt ruk gaya tha:1-Jab Nabi-e-Kareem (pbuh) meraj par gaye the.2-Jab Hazrat Bilal (r.a) ne azan nahi di thi.3-Jab Bibi fatima-tu-Zehra (r.a) ke sir se dupatta sirq gaya tha aur do baal nazar aa rahe the.4-Jab Hazrat Ali (r.a) ki namaz qaza ho rahi thi.

19. Jisne kisi ko akele me nasihat ki? Usne use sanwaar diya. Aur jisne kisi ko sab ke saamne nasihat ki? Usne Uske mazeed bigaad diya.

20. Mujhe dua qabool hone ki fikr nahi? Mujhe sirf dua maangne ki Fikr hai. Jab mujhe dua maangne ki taufeeq hogayi hai to qabooliyat bhi uske sath hasil hojayegi.

21. Teen rishte be-naqaab hojate hai. (Budhape mein aulaad, musibat mein dost aur ghurbat me biwi)

22. Lambi dosti ke liye do cheezon par amal karo. (Apne dost se gusse me baat mat karo aur apne dost ki gusse me kahi hui baat dil pe mat lo)

23. Duniya mein behtreen insaan wo hai jiske liye koi roye aur badtareen insaan wo hai jiski wajah se koi roye.

24. Koi tumse bhalai ki umeed rakhe to use mayus mat karo, kyunki logon ki zaruraton ka tumse waabasta hona tum par ALLAH ki inayat hai.

25. Kisi ka dil mat dukhao, ho sakta hai wo tumhe aise chahta ho jaise marne wala zindagi?

26. Jiska raabta khuda ke saath ho wo naakam nahi hota. Naakam wo hota hai jiski umeedein duniya se waabasta ho.

27. Insaan bhi kya cheez hai, daulat kamane ke liye apni sehat kho deta hai.Phir sehat ko wapis pane ke liye apni daulat khota hai.Mustaqbil ko soch kar apna haal zaya karta hai, phir mustaqbil me apna maazi yaad karke rota hai.Jeeta aise hai jaise kabhi marega hi nahi, aur marr aise jata hai jaise kabhi jiya hi nahi.

28. Apne din ka aaghaz sadqa dene se shuru karo. Us din tumhari koi dua radh nahi ki jayegi aur acchi baat batana bhi sadqa hai.

Raate bhi madine ki baate bhi madine ki lyrics

Raate Bhi Madine Ki Baate Bhi Madine Ki Naat Lyrics

Raate bhi madine ki

Baate bhi madine ki 

Jine me yeh jina hai

Kya baat hai jine ki 

Azmat ki mutabik jab

Alfaz nahi milte 

Tariff kare koi

Kis tarah madine ki 

Raate bhi madine ki

Baate bhi madine ki

Yeh zakm hai taiba ka

Yeh sabko nahi milta 

Koshish na kare koi 

Is zakm ko sine ki 

Raate bhi madine ki

Baate bhi madine ki

Wo dil me jab aate hai

Quran bhi khulta hai 

Hikmat hai yeh kudrat ki

Yeh baat hai sine ki 

Raate bhi madine ki

Baate bhi madine ki

Arsa hua taiba ki

Galiyon se vo guzre the 

Un galiyon me abtak bhi

Khusbu hai pasine ki

Raate bhi madine ki

Baate bhi madine ki

Har saal madine me

Mirza ko bulate hai 

Is tarah jagah te hai

Takdeer kamine ki 

Raate bhi madine ki

Baate bhi madine ki

Jine me yeh jina hai

Kya baat hai jine ki

RAATEN BHI MADINE KI - OWAIS RAZA QUADRI

Shabbe Bara'at wahabi ki book se

غیر مقلد مولوی شمسالحق عظیم آبادی نجدی وہابی اپنے فتوی میں شب برات کی رات کی عبادت کو ثواب عظیم لکھتا ہے👇👇👇👇👇 wahabi molvi shamshul haq azeem aabadi shabe baraat ki ibadat ko ajre jazeel aur sawab e azeem likhta hai 👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇scan
Is raat me ibadat karna sawabe azeem hai aur Allah se magfirat chahna hai

shabbe bara'at me jagah hokar ibadat karna kaisa mufti akmal quadri

shabbe bara'at me jagah hokar ibadat karna kaisa mufti akmal quadri

kya shabbe bara'at biddat hai wahabi ke sawal ka jawab by ehsan quadri

Shabbe Bara'at aur Wahabiyo ki Book

💟SHAB-E-BAR'AT *WAHABIYO* KE GHAR SE.....

*☀SHAB-E-BAR'AT KI QABOOLIYAT IBNE TEMIYA KI ZUBANI....*

🔴Shab E Bara'at Ke Mutallik Gair Muqallido Ke Imam E Awwal Wa Shaikh Ul Islam Ibn E Taimiya Ka Fatwa Wa Tafseeli Moqif....

🔵Hamare Moqif Ka Saboot Gairo Ke Ghar Se...

*🔶Ibn E Taimiya Apna Aqida Bayan Karte Huye Apne Fatwe Mai Likhta Hai:-*

ومما نعتقد ان الله ينزل كل ليلة الى شماء الدنيا فى ثلث الاخير فيبسط يديه و يقول هل من ساعل الحديث وليلة النصف من شعبان و عشية عرفةوذكر الحديث

*🔷"Hamare Aqaid Mai Se Hai Ke Be Shak ALLAH TALA Har Raat Ke Aakhri Tesre Pahr Mai Aasman E Dunia Par Nuzool Farmata Hai Aur Daste Karam Faila Kar Irshad Farmata Hai Ke Hai Koi Sawal Karne Wala Alhadees Aur Nisf Sabaan Ki Shab(Shab E Bara'at) Aur No(9)Zilhijj Ki Raat Aur Fhir Mukammal Hadees Bayan Ki....*

*📚[Al Aqida Tul Hamiya Ibn E Taimiya Safa.55]*

*📔[Majmua Al Fatawa Ibn E Taimiya Jild.5 Safa.77]*

🔶Fir Ibn E Taimiya Se Sab E Bara'at Ki Namaz Ke Bare Mai Pucha Gaya Uske Jawab Mai Likhta Hai:-

إذا صلَّى الإنسان ليلة النصف وحده أو في جماعة خاصة كما كان يفعل طوائف من المسلمين فهو : حَسَنْ ، وأما الاجتماع في المسجد على صلاة مقدرة كالاجتماع على مائه ركعة ، بقراءة ألف ((قل هو الله أحد)) دائماً، فهذه بدعة ،لم يستحبها أحد مِن الأئمة ، والله أعلم

*🔴Nisf Saban Ki Namaz Ke Bare Mai Poocha Gaya....*

↕Jawab:-

🔷Jab Koi Shaksh Nisf Saban Ki Shab(Shab E Bara'at) Mai Tanha Nafil Padhe Ya Makhsoos Jamat Mai Padhe Jaisa Ke Aslaf Ke Giroh Padhte Rahe Hai To Ye Amal Accha Hai Aur Ja'nha Tak Kisi Masjid Mai Muqarrah Namaz Ki Baat Jaisa Ke So(100) Rakat Par Ek Hazar(1000) Martabaقُلْ هُوَ اللَّهُ أَحَدٌ
ٌPar Hamesha Ijtema Karna Hai To Bidat Hai Jis Ko Aimma E Kiram Mai Se Kisi Ne Pasand Nahi Kiya.
WALLAHU AALAM.

*📚[Al-Fatwa Kubra Ibn E Taimiya Jild.2 Safa.262]*

*📚[Majmua Al Fatawa Ibn E Taimiya Jild.23 Safa.131]*

*🔶Fir Ibn E Taimiya Apni Doosri Fatawa Al Kubra Mai Aslaf Ka Amal Wa Shab-E-Bara'at Ki Fazilat Ke Bare Mai Likhta Hai:-*

وأما ليلة النصف من شعبان ففيها فضل وكان ( في )السلف من يصلي فيها

🔵Ja'nha Tak Nisf Saban Ki Shab(Shab E Bara'at) Ki Baat Hai Is Mai Bahut Fazilat Hai Aslaf Shab E Bara'at Mai Namaz Padhte Rahe Hai....

*📚[Al Fatwa Kubra Ibn E Taimiya Jild.5 Safa.342]*

*📚[Ikhtiyarat E Al Ilmiya Safa.42 Makhtoota Matbooa Kurdistan Misr 1329Hijri]*

*🔷Ibn E Taimiya Apni Ek Or Kitab Iqtida Sirat Al Mustaqeem Mai Shab E Bara'at Ke Mutallik Tafseeli Bayan Likhta Hai:-*

هذا الباب ليلة النصف من شعبان فقد روى في فضلها من الأحاديث المرفوعة والآثار ما يقتضي أنها ليلة مفضلة وأن من السلف من كان يخصها بالصلاة فيها وصوم شهر شعبان قد جاءت فيه أحاديث صحيحة ومن العلماء من السلف من أهل المدينة وغيرهم من الخلف من أنكر فضلها وطعن في الأحاديث الواردة فيها كحديث إن الله يغفر فيها لأكثر من عدد شعر غنم بني كلب وقال لا فرق بينها وبين غيرها
لكن الذي عليه كثير من أهل العلم أو أكثرهم من أصحابنا وغيرهم على تفضيلها وعليه يدل نص أحمد لتعدد الأحاديث الواردة فيها وما يصدق ذلك من الآثار السلفية وقد روى بعض فضائلها في المسانيد والسنن وإن كان قد وضع فيها أشياء أخر

🔶"Ye Baab Shaban Ki Nisf Raat Ka,
Shab E Bara'at Ki Fazilat Mai Bahuat Si Marfoo Ahadees Aur Aasaar E Sahaba Bhi Is Baat Ka Taqaza Karte Hai Ke Yaqinan Fazilat Wali Raat Hai Is Raat Ko Jis Ne Bhi Nawafil Aur Mahe Sabaan Ko Roze Ke Sath Khas Kiya To Us Mai Sahih Ahadees Warid Hai Amsar Mai Kuch Logo Ne Aur Un Ke Alawa Khalf Mai Se Bhi Kuch Ne Is Ki Fazilat Ka Inkar Kiya Hai Aur Warid Ki Gai Ahadees Mislan Beshak ALLAH TALA Is Raat Mai Qabila Bani Kalb Ki Bakriyon Ke Balo Se Jyada Logo Ki Magfirat Farma Deta Hai Kaha Hai In Mai Koi Bhi Farq Nahi Hai Lekin Bahut Se Ahle Ilm Ya Hamare Ashab Mai Se Bahut Se Ahle Ilm Is Raat Ki Fazilat Ke Qail Hai Jo Ke Tasdeeq Karti Hai Salaf Ke Asaar Ki Aur Shab Bara'at Ki Fazilat Mai Ahadees Masaneed Aur Sunan Kitabo Mai Mauzood Hai Agar Che Un Mai Kuch Digar Bayanat Bhi Shamil Kar Diye Gaye Hai...

*📚[Iqtida Sirat Al Mustaqeem Safa.631]*

*🔶Isse Milti Julti Ibarat Apne Fatawe Mai Naqal Ki,*

*📚[Majmua Al Fatawa Ibn E Taimiya Jild.23 Safa.132]*

Shabbe Bara"at ke zikr o azkar

🌿🌹شب برات کے حوالے سے چند اہم مَدَنی پھول🌹🌿

1⃣*مغرب کے بعد چھ نوافل*
2⃣*دعائے نصف شعبان المعظم*
*3⃣سال بھر جادو سے حفاظت*
4⃣*شبِ براء ت اور قبروں کی زیارت*
5⃣*قَبر پر موم بتیاں جلانا*

➖➖➖➖➖➖➖➖➖

🌿🌹مغرب کے بعد چھ نوافل🌹🌿

*مغرِب کے فَرض و سنّت وغیرہ کے بعد چھ۶ رَکْعَت خُصُوصی نوافِل ادا کرنا معمولاتِ اولیا ئے کرام رَحِمَھُمُ اللہُ تعالٰی سے ہے۔ مغرِب کے فَرض وسنَّت وغیرہ ادا کر کے چھ۶ رَکْعَت نفل دو۲ دو۲ رَکْعَت کر کے ادا کیجئے۔پہلی دو۲ رَکْعَتیں شروع کرنے سے قَبل یہ عَرض کیجئے: یااللہ عَزَّوَجَلَّ!ان دو۲ رَکْعَتوں کی بَرَ کت سے مجھے درازیئ عُمربِالْخَیر عطا فرما۔دوسر ی دو۲ رَکْعَتیں شُروع کرنے سے قَبل عَرض کیجئے: یااللہ عَزَّوَجَلَّ!ان دو۲ رَکْعَتوں کی بَرَ کت سے بلاؤں سے میری حفاظت فرما ۔ تیسری دو۲ رَکْعَتیں شروع کرنے سے قَبل اِس طرح عَرض کیجئے: یااللہ عَزَّوَجَلَّ! ان دو۲ رَکْعَتوں کی بَرَ کت سے مجھے صِرف اپنا مُحتاج رکھ اور غیروں کی مُحتاجی سے بچا ۔ ہردو۲ رَکْعَت کے بعداکیس۲۱ بار قُل ھُوَاﷲ یا ایک بار سُورہ یاسین پڑھئے بلکہ ہو سکے تو دو۲ نوں ہی پڑھ لیجئے ،یہ بھی ہو سکتا ہے کہ ایک اسلامی بھائی یاسین شریف بُلند آواز سے پڑھیں اور دوسرے خاموشی سے سُنیں، اِس میں یہ خیال رکھئے کہ دوسرا اِس دَوران زَبان سے یا سین شریف نہ پڑھے۔ اِ ن شاءَ اللہ عَزَّوَجَلَّ رات شُروع ہوتے ہی ثواب کا اَنبارلگ جائے گا۔ ہر بار یا سین شریف کے بعد دُعائے نصف شَعبان بھی پڑھئے*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖

🌿🌹دعائے نصف شعبان المعظم🌹🌿

*بِسم اللہِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِیْمِ*
*اَلّٰلھُمَّ یَا ذَا الْمَنِّ وّلَایُمَنُّ عَلَیْہِ یَا ذَا الْجَلَالِ وَالْاِكْرَامِ ؕ یَا ذَا الطَّوْلِ وَالاَنْعَامِ لَا اِلٰہَ اِلَّا اَنْتَ ظَھْرُاللَّاجِیْنَ ؕ وَجَارُ الْمُسْتَجِیْرِیْنَ وَاَمَانُ* *الْخَائِفِیْنَ*
*اَللّٰھُمَّ اِنْ كُنْتَ كَتَبْتَنِیْ عِنْدَكَ فِیْ اُمِّ الْكِتٰبِ شَقِیًّا اَوْ مَحْرُوْمًااَوْمَطْرُوْدًااَوْ مُقْتَرًّاعَلَیَّ فِی الّرِزْقِ فَامْحُ اَللّٰھُمَّ بِفَضْلِكَ شَقَاوَتِیْ وَحِرْمَانِی وَطَرْدِیْ وَقْتِتَارِ رِزْقِیْ ؕ وَاَثْبِتْنِیْ عِنْدَكَ فِی اُمِّ الْكِتٰبِ سَعِیْدًا مَّرْزُوْقًا مُوَفَّقًالِلْخَیْرَاتِ ؕ فَاِنَّكَ قُلْتَ وَقَوْلُكَ الْحَقُّ فِیْ كِتَابِكَ الْمُنَزَّلِ ؕ عَلٰی لِسَانِ نَبِیِّكَ الْمُرْسَلِ یَمْحُوْا اللہُ مَا یَشَاءُ وَیُثْبِتُ وَ عِنْدَہ اُمُّ الْكِتٰبِo اِلٰھِی بِالتَّجَلِّی الْاَعْظَمِ فِی لَیْلَۃِالنِّصْفِ مِنْ شَھْرِ شَعْبَانَ الْمُكَرَّمِ الَّتِیْ یُفْرَقُ فِیْھَا كُلُّ اَمْرٍحَكِیْمٍ وَیُبْرَمُطاَنْ تُكْشَفُ عَنَّامِنَ الْبَلَآءِ وَالْبَلَوَ آءِ مَا نَعْلَمْ طوَاَنْتَ بِہ اَعْلَمُ اِنَّكَ اَنْتَ الْاَعَزُّ الْاَكْرَامُ ؕ وَصَلَّی اللہُ تَعَالیٰ عَلٰی سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَّعَلٰی اٰلِہ وَ اَصْحَابِہ وَسَلَّمْ*
*وَالْحَمْدُ لِلّٰہِ رَبِّ الْعٰلَمِیْن*َ o

➖➖➖➖➖➖➖➖➖

🌿🌹سال بھر جادو سے حفاظت🌹🌿

*شَعبانُ الْمُعَظَّم کی پندَرَہْو یں رات بَیری(یعنی بَیر کے درخْت)کے سات پَتّے پانی میں جوش دیکر (حسبِ ضَرورت سادہ پانی ملا کر)غُسل کریں اِن شاءَ اللہُ العزیز عَزَّوَجَلَّ تمام سا ل جادو کے اَثَر سے محفوظ رہیں گے۔ (اسلامی زندگی ص۱۱۳)*

➖➖➖➖➖➖➖➖➖

🌿🌹شبِ براء ت اور قبروں کی زیارت🌹🌿

*اُمّ الْمُؤمِنِین حضرتِ سَیِّدَتُنا عائِشہ صِدّیقہ رضی اللہ تعالیٰ عنہا رِوایَت فرماتی ہيں،میں نے ایک رات سرورِ کائنات، شاہِ موجودات صلَّی اللہ تعالیٰ علیہ واٰلہٖ وسلَّم کو نہ دیکھا تو بقیعِ پاک میں مجھے مِل گئے ۔ آپ صلَّی اللہ تعالیٰ علیہ واٰلہٖ وسلَّم نے مجھ سے فرمایا،کیا تمہیں اِس بات کا ڈر تھا کہ اللہ اور اس کا رسول عَزَّوَجَلَّ و صلَّی اللہ تعالیٰ علیہ واٰلہٖ وسلَّم تمہاری حق تَلَفی کریں گے۔میں نے عرض کی،یا رسولَ اللہ عَزَّوَجَلَّ و صلَّی اللہ تعالیٰ علیہ واٰلہٖ وسلَّم ! میں نے خيال کیا تھا کہ شاید آپ اَزواجِ* *مُطَہَّرات(مُ۔طَہْ۔ہَرات)میگں سے کسی کے پاس تشریف لے گئے ہوں گے ۔تو آقائے دوجہان رحمتِ عالمیان ، مدینے کے سلطان صلَّی اللہ تعالیٰ علیہ واٰلہٖ وسلَّم نے فرمایا،''بیشک اللہ تعالیٰ شعبان کی پندرَہویں ۱۵ را ت آسمانِ دُنیا پر تجلّی فرماتا ہے ،پس قَبیلہِ بنی کَلب کی بکریوں کے بالوں سے بھی زیادہ گُنہگاروں کو بَخش دیتا ہے۔ ''(ترمِذی ج۲ص۱۸۳حدیث ۷۳۹)

🌿🌹🌿🌹🌿🌹🌿🌹🌿🌹

Saturday, May 21, 2016

Ya Nabi Salam Alyka-Habib Jaami Saqibi Along with Pir Saqib Shami

Noori Mehfil Pe Chadar Tanni Noor Ki Lyrics

Noori mehfil pay chadar tanni noor ki,
Noor phela huwa aaj ki raat hai.
Chandni mein hain dubay huwey do jahan,
Kon jalwa numa aaj ki raat hai.

Farsh per dhoom hai, arsh per dhoom hai
Badnasibi hai uski jo mehroom hai,
Phir milay gi yeh shab kisko maloom hai
Aam lutfay Khuda aaj ki raat hai.

Abray rehmat hai mehfil pay chaye huwey
Aasman say malaik hain aaye huey
Khud Muhammed hain tashreef laye huwey
Kis kadar jaan fiza aaj ki raat hai.

Manglo Mang lo chashme tar mang lo
Dard e dil aur husn e nazar manglo
Kamli wale ki nagri mein ghar manglo
Mangnay ka maza aaj ki raat hai.

Momino aaj ganj e sakha lutlo
Lutlo aie marizo shifa lootlo
Asiyo rehmat e Mustafa lootlo
Babay rehmat khula aaj ki raat hai.

Khoob honay do ashkoon ki barsat ko
Do salami Muhammed ki barat ko
Choom lo chum lo aaj ki raat ko
Shab qadar kay guman aaj ki raat hai.

Waqt laye Khuda sabh Madinay chalein
Lutnay rehmatoon kay khazinay chalein
Sabh ki manzil ki janib safinay chalein
Meri sa’aim dua aaj ki raat hai.

Shabbe Bara'at From Hadith

💟SHAB-E-BAR'AT

*💐Shab E Bara'at Dua Rad Nahi Hoti Or Imam Safai Ka Fatwa....*

حَدَّثَنَا عَبْدُ الرَّزَّاقِ ، قَالَ : أَخْبَرَنِي مَنْ ، سَمِعَ ابْنَ الْبَيْلَمَانِيِّ ، يُحَدِّثُ عَنْ أَبِيهِ ، عَنِ ابْنِ عُمَرَ بْنِ الْخَطَّابِ ، قَالَ : " خَمْسُ لَيَالٍ لا يُرَدُّ فِيهِنَّ الدُّعَاءُ : لَيْلَةُ الْجُمُعَةِ ، وَأَوَّلُ لَيْلَةٍ مِنْ رَجَبٍ ، وَلَيْلَةُ النِّصْفِ مِنْ شَعْبَانَ ، وَلَيْلَتَا الْعِيد

🌷Hazrat Sayyadna Abdullah Bin Umar
(Radiallahuanhu) Se Riwayat Karte Hai Ke Huzoor ﷺ Ne Irshad Farmaya Ke Panch(5) Raato Mai Dua Rad Nahi Hoti...

✔Rajab Ki Pahli Raat,

✔15 Saban Ki Raat(Shab E Bara'at),

✔Jume Ki Raat...

✔Eid Ul Fitr Aur Eid Ul Adha Ki Raato Mai.

*📙[Musannaf Abdur Razzak Jild.4 Safa.317]*

*📘[Shub Ul Iman Imam Baihaqi Jild.3 Safa.342]*

*📚[Fazail E Aukat Imam Baihaqi Safa.83]*

🌹SubhanALLAH,

🌷Is Riwayat Se Pata Chalta Hai Muqaddas Rato Mai Dua Rad Nahi Hoti Or Shab E Bara'at Bhi Un Muqaddas Raato Mai Se Hai Karne Ke Liye Jag Liya....

*1⃣Hazrat Sayyadna Imam Safai-204hijri(Rahmatullahaleh) Ne Riwayat Kiya Hai Ke:-*

خمس ليال لاترد فيهن الدعاء ليلة الجمعة ، وليلة الأضحى ، وليلة الفطر ، وأول ليلة من رجب ، وليلة النصف من شعبان

🌹"In Panch(5) Raato Mai Ki Jane Wali Koi Dua Rad Nahi Hoti...

✔Shab E Juma'a,

✔Mahe Rajab Ki Pahli Raat,

✔Nisf Saban Ki Raat(Shab E Bara'at),

✔Eid Ul Fitr Aur Eid Ul Adha Ki Do Raate".

*📘[Sunan Al Kubra Imam Baihaqi Jild.3 Safa.315]*

*2⃣Hazrat Imam Safai
(Rahmatullahaleh)Ne Irshad Farmaya...*

قال الشافعي ) : وبلغنا أنه كان يقال : إن الدعاء يستجاب في خمس ليال في ليلة الجمعة ، وليلة الأضحى ، وليلة الفطر ، وأول ليلة من رجب ، وليلة النصف من شعبان

🌷Hame Ye Riwayat Pahunchi Hai Panch(5) Raato Mai Dua E Khusoosi Taur Par Qubool Hoti Hai:-

✔"Jume Raat,

✔Eid Ul Adha Ki Raat,

✔Eid Ul Fitr Ki Raat,

✔Mahe Rajab Ki Pahli Raat

✔Nisf Saban(Shab E Bara'at)Ki Raat.

*📕[Kitab Ul Aam Imam Safai Kitab Us Salat E Eidain Jild.1 Safa.264]*

*📘[Shub Ul Iman Imam Baihaqi Jild.3 Safa.341]*

*📘[Sunan Al Kubra Imam Baihaqi Jild.3 Safa.319]*

*📚[Fazail Owkat Imam Baihaqi Safa.83]*

*📗[Al Talkhees Ul Habeer Allama Ibn E Hajar Kitab Ul Eidain Jild.2 Safa.80]*

*📕[Raudatut Talebeen Wa Umda Tul Muttaqeen Imam Novi Jild.1 Safa.172]*

*📘[Marfat Sunan Wal Aasar Jild.3 Safa.67]*

*📚[Faidh Ul Qadeer Shrah Jame Us Sageer Imam Manawi Jild.6 Safa.38]*

*📚[Lataif Ul Mua'arif Imam Ibn E Rajab Safa.264]*

*3⃣Muqaddas Raato Ka Zikr Karke Jinme Shab E Bara'at Bhi Samil Hai) Imam Safai
(Rahmatullahaleh)Ne Farmaya...*

قال الشافعي ) : وأنا أستحب كل ما حكيت في هذه الليالي من غير أن يكون فرضا

🌷In Raato Mai Amal Karne Ke Bare Mai Jo Kuch Bayan Kiya Gaya Hai Mai Ese Bahut Hi Pasand Karta Hu Albatta In Rato Mai Ibadat Karna Farz Samjhta Hu.

*📕[Kitab Ul Aam Imam Safai Kitab Us Salat E Eidain Jild.1 Safa.264]*

*📚[Fazail E Aukat Imam Baihaqi Safa.83]*

🚫LAMHAYE FIKRIA:-

🌹Imam Safai
(Rahmatullahaleh) Ke Fatwo Se Ye Baat Sabit Hota Hai Ke Imam Safai In Raato Ko Pasnd Karte Or In Raato Mai Ibadat Bhi Karte (Yani Ki Shab Bedari Or Nawafil) Or Imam Safai Doosri Sadi Ke Imam Hai To Pata Chala Hai Ye Jo Ham Sunni Aaj Shab E Bara'at Ke Mauqe Par Karte Hai Ye Doosri Sadi Se Hota Aaraha Hai..

🌷Aur Aaj Kal Kuch Jahil Gair Muqallid Ye Kahte Hai Ke Ye Biddat Hai Or Is Raat Ki Fazilat Mai Aane Wali Riwayat Zaeef Or Mouzu Hai MazALLAH To Kya Ye Imam Safai Se Jaisa Usool E Hadees Ka Imam Wa JaleelulQadr Mohaddish Ko Pata Nahi Thi Ke Is Raat Ki Fazilat Mai Aane Wali Ahadees Zaeef O Mauzu Hai MazALLAH Kya Ye Imam Safai Se Bade Mohaddish Ho Gaye...

🌹Aur Ager Riwayat Ko Zaeef Bhi Mana Jaye Waise To Isnad Se Hasan Darje Par Hai To Imam Safai Ke Amal Se Ye Baat Wajeh Hoti Ke Zaeef Hadees Bhi Hadees E Rasool[Ise Tark Nahi Kiya Ja Sakta Hai Or Ha In Par Amal Kiya Ja Sakta Hai] Or Ager Shab  Bara'at Ki Fazilat Mai Aane Wali Riwayat Mouzu Hoti To Imam Safai Hargiz Ye Fatwe Na Dete.....
🌷Shab E Bara'at Ke Raat Ibadaat Karna, Nawafil Padhna,Wa Shab Bedari Ye Ummat Ka Tasalsul Raha Hai..

Friday, May 20, 2016

Hazrat Sayed Akmal Hussain urf Baba Maan Shah Rehmatullah Aleh

Hazrat Sayed Akmal Hussain urf Baba Maan Shah Rehmatullah Aleh Ka Ta'aruf

(8, Shabanul Moazzam, Mazar :- Baroda, Gujarat)

🔯 SHAHENSHAH E BARODA HAZRAT SAYYED AKMAL HUSAIN urf BABA MAAN SHAH rehmatullah alayh ka Mazar e Aqdas Gujarat ke Shaher Baroda me ‘Baavamanpura’ me Marja e Khalaiq he.

♊ HAZRAT QASIM rehmatullah alayh Farmate he ke Mene Khwab me HAZRAT SAYYEDNA BISHAR HAAFI rehmatullah alayh ko Dekha aur Puchha ke ‘Allah Ta’ala ne Aapse kya Suluk Farmaya?’ to Aapne Farmaya ke ‘Allah Ta’ala ne Mujh se Farmaya ke ‘Ae BISHAR ! mene Tumhe Bakhsh Diya aur jo Log Tumhare Janaze me Shariq hue Unhe bhi Bakhsh Diya’

♊ HAZRAT BISHAR HAAFI rehmatullah alayh Farmate he ke mene Arz kiya ‘Ilaahi ! Har us Shakhs ko bhi Baksh de Jisko Mujhse Mohabbat he’. Allah Rabbul Izaat ne Farmaya ‘’VA BIKULLI MAN AHABBAK’’ yaani ‘’QAYAMAT TAK KE HAR US SHAKHS KO BHI BAKHSH DIYA JISE TUMSE MOHABBAT HE.

📘(Sachi Hiqayat ba Hawala Sharhus Sudoor)

🌹 Beshaq…Allah ke Valiyo ki Mohabbat Duniya me Qabr me Hashr me Har Jagah Kaam Aati he. Allah ke Valiyo ki Mohabbat ke Sadqe Aadmi Bakhsha Jata he. Isliye Hame In Paak Logo se Mohabbat Rakhni Chahiye. Ham Ahle Sunnat val Jama’at yaani Maslake Aala Hazrat walo ko ‘Ghouso Khwaja Raza aur Tamam Aulia Allah se Mohabbat he. Insha Allah Apna Bedaa Paar he.

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸

BUZURGO KE MAZAR KE PAAS DAFN HONE KE FAAIDA :-

🔯 SHAHENSHAH E BARODA HAZRAT SAYYED AKMAL HUSAIN urf BABA MAAN SHAH rehmatullah alayh ka Mazar e Aqdas Gujarat ke Shaher Baroda me ‘Baavamanpura’ me Marja e Khalaiq he.

♊ ek Jagah koi Qabr Khul Gai Aur Qabr ka Murda Nazar Aane Laga. Logone Usko Dekha ke Gulab ki do (2) Khubsurat Daaliya Uske Badan se Lipti he Aur Gulab ke Do (2) Bade Khubsurat Phool Uski Naak ke Nathno Par Rakhe hue He.

♊ Uske Rishtedaro ne Is Khayal se ke Iski Qabr Paani ki Vajah se Khul Gai he to Ise Yaha se Kisi Dusri Jagah Dafn Karde. Us Murde ko Jese hi Baahar Nikala to Logone Dekha ke Wo Do Khubsurat Gulab ki Daaliya Do Khatarnak Azdahe (Python) Ban Gai Aur Naak ki Nathno Par jo Do Gulaab ke Phool Rakhe the Uski Jagah Azdahe Apne Muh se Uske Muh ko Pakde Hue he.

♊ Log Bade Heran Hue Aur Kisi Buzurg ke Paas Jaa Kar Is Waqie ko Bayan kiya. Un Buzurg ne Jab Maajra Dekha to Us Murde ke Ahbaab se Farmaya ke “Agar tum Iske sath Bhalai Chahte ho to Isko Vapas Usi Jagah Dafn kardo”

♊ Un Buzurg ki Nasihat Par Amal Karte Hue Jab Us Murde ko Vapas Usi Jagah Qabr me Rakha to Dekha ke wo Khatarnaak Azdahe Vaapas Khubsurat Gulaab ki Daaliya Ban Gai Aur Uski Naak ke Nathno Par Gulab ke Do Phool Aa Gae.

♊ Jab Logone Un Buzurg se Iski Vajah Puchhi to Unhone Farmaya ke “Ye Shakhs Jis par ye Waqia Guzra he ye Bada Gunehgaar tha Aur Usi Azaab ka Mustahiq Tha Jo tum Logone Dekha Lekin Isko Jaha Dafn Kiya Gaya Waha Qarib hi me Ek Allah ke Vali ka Mubarak Mazar Tha to ALLAH KE VALI KE MAZAR KE QURB KE SADQE ISKA AZAB REHMAT ME TABDIL HO GAYA”

📘(Al Malfooz Sharif)

🌹 Dua he Ke Moula e Karim Hame Bhi Apne Mehboob Bando ka Qurb Duniya me Qabr me Hashr me Har Jagah Ataa Farmae Aur Unke Sadqe Hamari Magfirat Farmae..Aamin.

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹

Hazrat Umme Kulsum ( Shehzadie Rasool Allah Sallelahu Alihi Wa Sallam)

Hazrat Umme Kulsum ( Shehzadie Rasool Allah Sallelahu Alihi Wa Sallam)

(Urs :- 7, Shabanul Moazaam, Mazar :- Jannatul Baqi Sharif, Madina Sharif)

❄ SHEHZADI E RASOOL HAZRAT SAYYEDA UMME KULSUM radiyallahu anha. Aap HUZUR E AQDAS sallallahu alayhi va sallam ke Izhare Nubuvvat farmane se Pehle UTBA ya UTAIBA ibne ABU LAHAB ki Zoujiyat me thi HUZUR sallallahu alayhi va sallam ke Ailane Nubuvvat ke Baad usne Judaai karli.

❄ HUZUR E AQDAS sallallahu alayhi va sallam ne HAZRAT SAYYEDA RUQAIYYA radiyallahu anha ke Visal ke Baad SAYYEDA UMME KULSUM radiyallahu anha ke Hijrat ke Tisre Saal HAZRAT SAYYEDNA USMAN ZUNNURAIN radiyallahu anhu se Nikah karva diya.

❄ Aapka Visal Sharif 9 Hijri ko hua. Aapki Namaze Janaza Khud ALLAH KE PYARE MEHBOOB HUZUR DAANA E GUYUB sallallahu alayhi va sallam ne Padhai.

❄ RASOOLULLAH sallalahu alayhi va sallam ne SAYYEDA UMME KULSUM radiyallahu anha ke Visal Sharif ke Baad HAZRAT USMAN E GANI radiyallahu anhu se farmaya “Agar Mere Pas Tisri Sahabzaadi hoti to me Use bhi Tumhare Nikah me le Aata”

📘(Islami Herat Angez Maloomat)

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸

HAZRAT SAYYEDNA SHAH GULAM MUHYUDDIN AMIR AALAM SAHAB MAREHARVI

HAZRAT SAYYEDNA SHAH GULAM MUHYUDDIN AMIR AALAM SAHAB MAREHARVI RAHEMATULLAH ALEH

(Urs :- 5, Shabanul Moazzam, Mazar :- Marehra Sharif, U.P.)

❄ HAZRAT SAYYEDNA SHAH GULAM MUHYUDDIN AMIR AALAM SAHAB MAREHARVI radiyallahu anhu. Aap HAZRAT SAYYEDNA SHAH SUTHRE MIYA SAHAB radiyallahu anhu ke Chhote Shehzade he. Aapki Viladate Baa Sa’adat Marehra Muqaddasa me hui.

❄ Jis Waqt Aapki Viladat hui, Aapki bahen jo chhoti hone ki vajah se HAZRAT ACHHE MIYA SAHAB ko bahot Aziz thi, dodi hui unki Khidmat me pahonchi. HAZRAT ACHHE MIYA SAHAB us waqt Khalvat khane me tashrif rakhte the, ye Sahabzadi ja kar Sina e Mubaraka par beth gai aur arz kiya ke “Hamare Bhaiyya Hua he”

❄ Hazrat ye Khabar sunkar doulat khane par tashrif le gae, Sayyedaaniyo ne us bachhe ko Hazrat ko dikhaya aur arz kiya ke “Aaj ek Faqir tumhare ghar me aur zyada hua”. Hazrat ne uske jawab me irshad farmaya ke “Ye to Bada AMIR he” (Hazrat ke is farmaan ka kya Asar hua wo Aage aane wali Post me padhiyega)

📗(Barkate Marehra)

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸
“GULAM MUHYUDDIN AMIR AALAM” Radiyallahu Anhu naam rakhne ki vajah:~

❄ HAZRAT SAYYEDNA ACHHE MIYA SAHAB radiyallahu anhu ne Aapka Naam “GULAM MUHYUDDIN AMIR AALAM” rakha aur Huqm diya ke is bache ko jo chiz batore Davaa di jaae wo Pilane se Pehle mere samne laai jaae. Chunanche aisa hi kiya jata tha. Aap usko pehle chakh lete the phir Pilaane ke waste huqm hota tha.

❄ Phir jab gizaa khan eke qabil ho gae to ACHHE MIYA SAHAB radiyallahu anhu ne Apna ye mamool kiya ke jo chiz khud tanaavul farmate wo tanaavul farmane se pehle unko chakha dete. Ye mamool Hazrat ka taa hayaat raha. Sayyedaaniyo ne iska sabab puchha to irshad farmaya ke “is bache ko SAYYEDNA SARKAR GOUS E PAAK radiyallahu anhu se khas Nisbat he, isi vajah se me aisa karta hu aur isi sabab se mene iska Naam GULAM MUHYUDDIN rakha he”

❄ HAZRAT ACHHE MIYA SAHAB radiyallahu anhu ko Aapke sath khaas Mohabbat thi. Baarha Hazrat ne aapko Apne kaandho par chadhaya, Apni Chhaati par sulaya, Jab Hoshiyar hue to Khandane Barkatiya ke makhsoos tariqo par chalna sikhaya aur taalime zahiri ke baad talime Batini farmai. Tamam Avraad o Ashgaal va Asraare Khandani sikha kar Apne Silsila e Bait me dakhil farmaya.

❄ Uske Alawa HAZRAT SAYYEDNA SUTHRE MIYA SAHAB radiyallahu anhu ne bhi Aapki Zahiri va Batini Talim o Tarbiyat farmai. Fanne Taksir sikhaya, tamam maqamate Suluk tay karae. Ilm e Jafar ki talim bhi di. Mulaqate Rohaniyat me Aapka Shohra khas tha.

📘(Barkate Marehra)

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸

Ghulam Mohiuddin Ka Khazane Ghaib
☄☄

❄ HAZRAT SAYYEDNA ACHHE MIYA radiyallahu anhu ne jo (Aapko) “AMIR AALAM” farmaya tha uska ye Asar hua ke tamam Umr Aapke Akhraajat Amiraana rahe aur vafaat sharif ke waqt tak Shaahana Zindagi basar ki. MUNSHI ASGAR ALI Hazrat ke Bavarchi khane ke mohtamim the, wo bayan karte the ke…

❄ Hazrat Shuru Hafte me mujhse daryaaft karte the ke “kaho aane wale Hafte ke liye kis qadr kharch ki zaroorat hogi?” me zyada se zyada raqam bata deta tha ke is qadr ki zarurat he. Dusre din baad Namaze Fajr Hazrat mujhko huqm dete the ke “ASGAR ALI ! Musalle ke niche Ashrafiya rakhi he wo le lo” me jab dekhta tha to apne kharch ke Muvafiq Murshidabadi Ashrafiya rakhi pata tha.

❄ Garz ke har hafte yahi mamool rehta tha. HAZRAT AMIR AALAM radiyallahu anhu Shajrae Zar ke bade Aamil the jo ek Nihayat musir khandani Amal he aur Hazrat ko ACHHE MIYA SAHAB aur SUTHRE MIYA SAHAB radiyallahu anhuma ne taalim farmaya tha, uski Barkat aur HAZRAT ACHHE MIYA SAHAB ki Dua se HAZRAT AMIR AALAM radiyallahu anhu ko Khazana e Gaib se ye Doulat pahonchti thi.
📘(Barkate Marehra)

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸

Hazrat Hussain Ibne Ali Radiallahu Talah Anhu Ki Paidaish

Hazrat Husain Sheede Karbala ki Paidaish

(Viladat :- 5, Shabanul Moazaam, Mazar :- Karbala Sharif, Iraq)

🎴 Huzur (sallallahu alayhi va sallam) ke chacha HAZRAT SAYYEDNA ABBAS (radiyallahu anhu) ki zauja mohtarma HAZRAT UMMUL FAZL (radiyallahu anha) Ek din HUZURE AQDAS (sallallahu alayhi va sallam) ki Khidmate Aqdas me haazir huyi aur arz kiya…

🎴 “YA RASULALLAH ! (sallallahu alayhi va sallam) Aaj maine Ek pareshaankun khwaab dekha hai”. HUZUR (sallallahu alayhi va sallam) ne daryaaft farmaya wo khwaab kya hai ? Arz kiya wo bahut hi Dehshatnaak khwaab hai bayaan karne ki jur'at nahi ho rahi hai.

🎴 HUZUR (sallallahu alayhi va sallam) ne mukarrar daryaaft farmaya to arz kiya ke "Maine dekha ke Aapke Jism-E- Paak ka Ek Tukda kaata gaya aur Meri god me rakhaa gaya." Is par HUZUR (sallallahu alayhi va sallam) ne Irshaad farmaya : "InshaALLAH TA'AALA FATIMA ZAHRA (radiyallahu ta'aala anha) ke beta hoga aur wo tumhari god me diya jaayega."

🎴 Chunaanche HAZRAT SAYYEDNA IMAAME HUSAIN (radiyallahu ta'aala anhu) paida huve aur HAZRAT UMMUL FAZL (radiyallahu ta'aala anha) ki god me diye gaye.

📗(Gulzare Shohda)

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸

Hazrat Syedna Khwaja Fakhruddin Chisti Rehamtillah Aleh

Hazrat Syedna Khwaja Fakhruddin Chisti Rehamtillah Aleh Ka Ta'ruf

  (Urs :- 5, Shabanul Moazzam, Mazar :- Sarwad Sharif, Rajasthan)

🎴 HAZRAT KHWAJA SAYYED FAKHRUDDIN radiyallahu anhu Aap SAYYEDNA SARKAR KHWAJA GARIB NAWAZ radiyallahu anhu ke Bade Sahabzade hai.

🎴 SAYYEDNA SARKAR KHWAJA GARIB NAWAZ radiyallahu anhu ne Aapko khilaafat bhi ata farmayi thi. Aap SAYYEDNA SARKAR KHWAJA GARIB NAWAZ radiyallahu anhu ke Wisaal Sharif ke baad bis(20) saal tak unke JAANASHIN rahe.

🎴 Aap Rizq-E-Halal ke liye Ajmer Sharif ke karib moza Maandal me Kaashtkaari (Kheti Baadi) karte the. Aapka Visaale Paak 5, Shabanul Muazzam ko hua. Aapka Mazar Sharif "SARWAD SHARIF" me Taalaab ke upar hai aur ziyarat gaahe khalaaeek hai.

📗(Hamare Sarkar Garib Nawaz)

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸

HAZRAT SAYYEDNA SHAH ZAHID urf MICHDI PIR rehmatullah alayh

HAZRAT SAYYEDNA SHAH ZAHID urf MICHDI PIR rehmatullah alayh ka Ta'aruf

(Urs :- 4, Shabanul Moazzam, Mazar :- Ahmedabad Sharif, Gujarat)

🎴 IMAMUZ ZAAHIDIN HAZRAT SAYYEDNA SHAH ZAHID urf MICHDI PIR rehmatullah alayh HAZRAT SAYYEDNA ABDULLAH BURHANUDDIN QUTB E AALAM BUKHARI Radiyallahu Anhu Ke Shehzaade Aur MEHBOOB E BAARI HAZRAT SAYYEDNA SIRAJUDDIN SHAH E AALAM BUKHARI radiyallahu anhu Ke Bhai He.

🎴 Aap Apne Naam Ki Tarah Bade Zahid Muttaqi Aur Parhezgaar The, aap Apne Taqve Ke Maamle Me Bahot Mashoor The. Aapki Taalimo Tarbiyat HAZRAT SAYYEDNA SHAH E AALAM radiyallahu anhu Ke Hatho Hui. Aapne HAZRAT SAYYEDNA SHAH E AALAM radiyallahu anhu Ki Masjid Me Kai Saal Imamat Farmai. Aapko SARKAR SHAH E AALAM radiyallahu anhu Ne Bahot Nawaza.

🎴 Aapka Mazar Sharif Ahmedabad Ke Vatva Area Me Aapke Valid HAZRAT QUTB E AALAM radiyallahu anhu Ki Dargah se Taqriban 1 K.M. Door He, Qarib Hi Aapke Shehzaade HAZRAT ARAB SHAH rehmatullah alayh Ki Dargah Sharif He.

🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸

Shabbe bara'at kya hai

🌿🌹شب برات کیا ہے🌹🌿

🌟 شعبان المعظم کی پندرہویں رات کوشب برأت کہاجاتا ہے شب کے معنی ہیں رات اور برأت کے معنی بَری ہونا.

چونکہ اس رات مسلمان توبہ کرکے گناہوں سے قطع تعلق کرتے ہیں اور اللہ تعالیٰ کی رحمت سے بے شمار مسلمان جہنم سے نجات پاتے ہیں اس لئے اس رات کوشب برأت کہتے ہیں.

💫حضرت عطاء بن یسار رضی اللہ تعالیٰ عنہ فرماتے ہیں’’لیلتہ القدر کے بعد شعبان کی پندرہویں شب سے افضل کوئی رات نہیں‘‘

📙 (لطائف المعارف‘صفحہ145)

💫جس طرح مسلمانوں کے لئے زمین میں دوعیدیں ہیں اسی طرح فرشتوں کے لئے آسمان میں دوعیدیں ہیں ایک شب برأت اوردوسری شب قدر جس طرح مومنوں کی عیدیں عیدالفطر اورعیدالاضحی ہیں فرشتوں کی عیدیں رات کواس لئے ہیں کہ وہ رات کوسوتے نہیں جب کہ آدمی سوتے ہیں اس لئے ان کی عیدیں دن وہ ہیں

📘 (غنیتہ الطالبین‘ صفحہ449)

✨اللہ رب العزت کا ارشاد ہے:

’’قسم ہے اس روشن کتاب کی بے شک ہم نے اسے برکت والی رات میں اتاراہے‘ بے شک ہم ڈرسنانے والے ہیں اس میں بانٹ دیاجاتا ہے ہرحکمت والا کام

📗(الدخان: 2-4، کنزالایمان شریف)

✨’’اس رات سے مراد شب قدر ہے یا شب برأت‘‘

📔 (خزائن العرفان)

💫 ان آیات کی تفسیر میں حضرت عکرمہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ اوربعض دیگر مفسرین نے بیان کیا ہے کہ ’’لیلتہ مبارکہ‘‘سے پندرہ شعبان کی رات مراد ہے۔
اس رات میں زندہ رہنے والے ‘فوت ہونے والے اور حج کرنے والے سب کے ناموں کی فہرست تیار کی جاتی ہے اور جس کی تعمیل میں ذرا بھی کمی بیشی نہیں ہوتی۔
اس روایت کوابن جریر‘ابن منذر اورابن ابی حاتم نے بھی لکھا ہے‘اگرچہ اس کی ابتداء پندرہویں شعبان کی شب سے ہوتی ہے

📕 (ماثبت من السنہ‘ صفحہ194)

💫 علامہ قرطبی مالکی رحمتہ اللہ علیہ فرماتے ہیں ایک قول یہ ہے کہ ان امور کے لوح محفوظ سے نقل کرنے کاآغاز شب برأت سے ہوتا ہے اوراختتام لیلتہ القدر میں ہوتاہے.

📓 (الجامع  لاحکام القرآن‘ جلد 16، صفحہ128)

💫 حضرت عائشہ صدیقہ رضی اللہ تعالیٰ عنہا فرماتی ہیں کہ رسول کریم ﷺ نے فرمایا کیا تم جانتی ہوکہ شعبان کی پندرہویں شب میں کیا ہوتا ہے؟

میں نے عرض کی یارسول اللہ ﷺ آپ فرمائیے۔

ارشادہوا:
آئندہ سال میں جتنے بھی پیدا ہونے والے ہوتے ہیں وہ سب اس شب میں لکھ دیئے جاتے ہیں اورجتنے لوگ آئندہ سال مرنے والے ہوتے ہیں وہ بھی اس رات میں لکھ دیئے جاتے ہیں اوراس رات میں لوگوں کے(سال بھرکے)اعمال اٹھائے جاتے ہیں اوراس میں لوگوں کامقررہ رزق اتاراجاتاہے.

📒 (مشکوۃ، جلد 1، صفحہ277)

💫 حضرت عطاء بن یساررضی اللہ تعالیٰ عنہ فرماتے ہیں:

’’شعبان کی پندرہویں رات میں اللہ تعالیٰ ملک الموت کوایک فہرست دے کرحکم فرماتا ہے کہ جن جن لوگوں کے نام اس میں لکھے ہیں ان کی روحوں کوآئندہ سال مقررہ وقتوں پرقبض کرنا‘تواس شب میں لوگوں کے حالات یہ ہوتے ہیں کہ کوئی باغوں میں درخت لگانے کی فکر میں ہوتا ہے کوئی شادی کی تیاریوں میں مصروف ہوتا ہے‘ کوئی کوٹھی بنگلہ بنوارہاہوتاہے حالانکہ ان کے نام مردوں کی فہرست میں لکھے جاچکے ہوتے ہیں.

📘 (مصنف عبدالرزاق، جلد 4، صفحہ317، ماثبت من السنہ صفحہ193)

💫 حضرت عثمان بن محمدرضی اللہ تعالیٰ عنہ سے مروی ہے کہ سرکارمدینہﷺ نے فرمایا ایک شعبان سے دوسرے شعبان تک لوگوں کی زندگی منقطع کرنے کاوقت اس رات میں لکھاجاتا ہے یہاں تک کہ انسان شادی بیاہ کرتا ہے اوراس کے بچے پیدا ہوتے ہیں حالانکہ اس کانام مردوں کی فہرست میں لکھا جاچکا ہوتا ہے۔

📚 (الجامع لاحکام القرآن‘جلد16‘صفحہ126 ‘شعب الایمان ‘لبیہقی‘ جلد3صفحہ386)

🌟شب برأت کی ایک بڑی خصوصیت یہ ہے کہ اس شب میں اللہ تعالیٰ اپنے فضل وکرم سے بے شمارلوگوں کی بخشش فرمادیتا ہے اسی حوالے سے احادیث مبارکہ ملاحظہ فرمائیں۔

💫حضرت عائشہ صدیقہ رضی اللہ تعالیٰ عنہافرماتی ہیں کہ ایک رات میں نے حضوراکرم ﷺ کواپنے پاس نہ پایا تو میں آپ کی تلاش میں نکلی میں نے دیکھاکہ آپ ﷺ جنت البقیع میں تشریف فرما ہیں آپ نے فرمایا کیا تمہیں یہ خوف ہے کہ اللہ تعالیٰ اوراس کارسول ﷺ تمہارے ساتھ زیادتی کریں گے میں نے عرض کی یارسول اللہ ﷺ مجھے یہ خیال ہوا کہ شاید آپ کسی دوسری اہلیہ کے پاس تشریف لے گئے ہیں آقا ومولی ٰﷺ نے فرمایا بے شک اللہ تعالیٰ شعبان کی پندرہویں شب آسمان دنیا پر(اپنی شان کے مطابق) جلوہ گرہوتا ہے اورقبیلہ بنوکلب کی بکریوں کے بالوں سے زیادہ لوگوں کی مغفرت فرماتا ہے

📚 (ترمذی‘جلد1صفحہ156‘
ابن ماجہ‘ صفحہ100‘
مسند احمد‘جلد 6‘صفحہ238
مشکوۃ جلد1‘صفحہ277
مصنف ابن ابی شیبہ‘ جلد 1صفحہ237
شعب الایمان للبیہقی‘ جلد3صفحہ379)

💫حضرت ابوبکر صدیق رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ آقامولیٰ ﷺ نے فرمایا
’’شعبان کی پندرہویں شب میں اللہ تعالیٰ آسمان دنیا پر(اپنی شان کے مطابق) جلوہ گرہوتا ہے اوراس شب میں ہرکسی کی مغفرت فرمادیتا ہے سوائے مشرک اور بغض رکھنے والے کے‘‘

📕 (شعب الایمان للبیہقی‘جلد3صفحہ380)

💫حضرت ابوموسیٰ رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے مروی ہے کہ نبی کریم ﷺ کاارشاد ہے اللہ تعالیٰ شعبان کی پندرہویں شب میں اپنے رحم وکرم سے تمام مخلوق کوبخش دیتا ہے سوائے مشرک اورکینہ رکھنے والے کے‘‘۔

📚 (ابن ماجہ صفحہ101‘
شعب الایمان‘جلد3صفحہ382‘
مشکوۃ‘جلد1صفحہ277)

💫حضرت ابوہریرہ ‘حضرت معاذ بن جبل‘ حضرت ابوثعلبتہ اورحضرت عوف بن مالک رضی اللہ تعالیٰ عنہم سے بھی ایساہی مضمون مروی ہے

📙(مجمع الزوائد‘جلد8 صفحہ65)

💫حضرت عبداللہ بن عمروبن عاص رضی اللہ تعالیٰ عنہا سے روایت ہے کہ آقامولیٰ ٰﷺ نے فرمایا’’شعبان کی پندرہویں رات میں اللہ تعالیٰ اپنی رحمت سے دو اشخاص کے سوا سب مسلمانوں کی مغفرت فرمادیتا ہے ایک کینہ پرور اوردوسرا کسی کوناحق قتل کرنے والا‘‘

📚 (مسنداحمد‘ جلد2 صفحہ176‘
مشکوۃ‘ جلد؛١،
امام بیہقی نے شعب الایمان، جلد نمبر3صفحہ 384 )

🌟 *رحمت کی رات* :

شب برأت فرشتوں کوبعض اموردیئے جانے اورمسلمانوں کی مغفرت کی رات ہے اس کی ایک اورخصوصیت یہ ہے کہ یہ رب کریم کی رحمتوں کے نزول کی اوردعائوں کے قبول ہونے کی رات ہے۔

حضرت عثمان بن ابی العاص رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ حضور اکرم ﷺ کاارشاد ہے‘جب شعبان کی پندرہویں شب آتی ہے تو اللہ تعالیٰ کی طرف سے اعلان ہوتا ہے۔ہے کوئی مغفرت کاطالب کہ اس کے گناہ بخش دوں‘ ہے کوئی مجھ سے مانگنے والا کہ اسے عطا کروں۔اس وقت اللہ تعالیٰ سے جومانگاجائے وہ ملتاہے۔وہ سب کی دعا قبول فرماتا ہے۔سوائے بدکارعورت اورمشرک کے‘‘

📚 (شعب الایمان للبیہقی‘ جلد 3صفحہ383)

💫 حضرت علی رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ غیب بتانے والے آقا ومولیٰ ﷺ نے فرمایا جب شعبان کی پندرہویں شب ہوتو رات کوقیام کرواوردن کوروزہ رکھو کیونکہ غروب آفتاب کے وقت سے ہی اللہ تعالیٰ کی رحمت آسمان دنیا پرنازل ہوجاتی ہے اوراللہ تعالیٰ ارشاد فرماتا ہے ‘ہے کوئی مغفرت کاطلب کرنے والاکہ میں اسے بخش دوں‘ ہے کوئی رزاق مانگنے والاکہ میں اس کورزق دوں ہے کوئی مصیبت زدہ کہ میں اسے مصیبت سے نجات دوں‘یہ اعلان طلوع فجر تک ہوتارہتاہے۔

📚 (ابن ماجہ صفحہ100‘
شعب الایمان للبیہقی‘جلد3‘صفحہ378‘
مشکوۃ جلد1صفحہ278)

💠 ہمیں چاہئے کہ اس رات میں اپنے گناہوں پرندامت کے آنسو بہائیں اور رب کریم سے دنیا وآخرت کی بھلائی مانگیں.
اس شب رحمتِ خداوند ہر پیاسے کو سیراب کردینا چاہتی ہے اور ہرمنگتے کی جھولی گوہر مراد سے بھر دینے پرمائل ہوتی ہے لہذا شب بیداری کا اہتمام شب برأت میں سرکار دو عالمﷺ نے خود بھی شب بیداری کی اور دوسروں کو بھی شب بیداری کی تلقین فرمائی آپﷺ کافرمان عالی شان اوپر مذکور ہوا کہ جب شعبان کی پندرہویں رات ہو تو شب بیداری کرو اور دن کو روزہ رکھو.

اللہ رب العزت کی بارگاہ میں دعا ہے کہ ہمیں اس رات میں عبادت کی توفیق عطاء فرمائے.

آمین

* * * * * * * * * * * * * * * * * * *