Sunday, July 24, 2016

Niyyat ka daromadar

*Har Cheez Ka Daromadar Niyyat Par Hai*

::Hadees #Niyat ::

Hadees No: 10
“Hazrat Umar Bin Khattab Radiallahu Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya
"Aamaal Ka Daaromadaar Niyyat Par Hai Aur Har Shakhs Ke Liye Wahi Hai Jiski Usne Niyyat Ki."
(Sahi Al Bukhari, Volume : 01,Kitab Ul Imaan, Hadees : 54)

Hadees No: 11
Nabi-E-Karim Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya, "Musalmaan Ki Niyyat Uske Amal Se
Behtar Hai”
(Al Majmaul Kabir Lil Tabrani Volume : 06, Page : 180, Hadees : 5942)

Hadees No: 12
Huzoor-E-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Ka Farmaan-E-Aalishan Hai Acchi Niyat Bande Ko Jannat Me Daakhil Kar Deti Hai”
(Imam Suyuti Al Jaaame Sageer ,v
Volume : 01, Page : 800, Hadees : 1326, Darool Kitab Beirut)

No comments:

Post a Comment