*JUTH OR CHUGLI KARNE WALE KA ANJAM:-*
🎴NABI E KARIM SALLLALAHU ALLAYHI WASSALAM Ne farmaya Banda jab Juth bolta hai uski Badbu se FARISHTE EK (1) mile dur chale jate hai.
📙(TIRMIZI)
🎴NABI E KARIM SALLLALAHU ALLAYHI WASSALAM Ne farmaya ki Juth se Munh kaala hota hai aur Chugli se Qabr ka Azaab hai.
📘(BAYHAKI)
🎴NABI E KARIM SALLLALAHU ALLAYHI WASSALAM Ne farmaya MOMIN ki Taba me tamam Khaslate ho sakti hai, magar Khayanat aur JUTH yani ye donu chijein IMAAN ke khilaaf hai, Momin ko inse Durr rehne ki bahut jyada zarurat hai.
📔(AHMED, BAYHAKI)
No comments:
Post a Comment