Wednesday, July 27, 2016

Gustakhe Nabi Haram Ki Aulad

NABI KI GUSTAKHI KARNE WALA HARAM KI AULAD HAI.... 
WALID BIN MUGIRA NE HUZUR KI SHAAN
ME GUSTAKHI KI yaani majnun
KAHA JIS SE NABI E
PAK KO DUKH HUA TO ALLAH TAALA NE CHAND AAYAAT E MUBARAKA
NAAZIL FARMA KAR HUZUR
KO TASALLI WA TASHAFI DI
AUR
AAYAT E MAZKURA BAALA ME IS
GUSTAKH KE NAU(9) AIBON KO BAYAN FARMAYA HAI TTA KE YE
BHI ZAAHIR KAR DIYA KE ISS KI
ASL
WALADUL HARAAM HAI. JAB YE AAYATEN NAAZIL HUI TO
WALID BIN MUGIRA NE APNI
MAA SE JAKAR KAHA KE
MOHAMMED NE MERE
ME (9)NAU BAATEN BAYAAN KI
HEN IN ME (8)AATHH KO TO MAIN JAANTA HUN LEKIN
(9)NAUVIN BAAT Yaani MERI
ASL ME KHATA HONA
TUJHI KO MALUM HOGA TU
MUJE SACH SACH BATADE
WARNA MAIN TERI GARDAN MARDUNGA. USKI MAA NE JAWAB DIYA KE
HAAN BETA TERA BAAP NA
MARD THA
MUJHE FIKR HUI KE WHO MAR
JAAEGA TO US KA MAAL DUSRE
LOG LE JAAENGE TO MAIN NE EK
CHARWAAHE KO BULA LIYA
AUR TU USI KE
NUTFA SE PAIDA HUA HAI. ISSI TAFSIR SE MALUM HUWA
KE HUZUR
KI SHAAN E AQDAS ME
GUSTAKHI KARNE WALE KE
AIBON KO
KHULLAM KHULLA BAYAAN KARNA SUNNATE ILAHIYYA HAI,
ALLAH TA'ALA KI
SUNNAT HAI AUR YE BHI PATA
CHALA KE
HUZUR KI SHAAN E AQDAS ME
GUSTAAKHI KARNE WALA HALAAL KI AULAAD SE NAHIN
HOTA
(QURAAN E MAJID ME HAI:
WALADUZZENA) yaani HARAAM
KI AULAAD HOTA HAI.. (QUR'AN Paara No.29).
(Tafsir E Saawi Jild-4,
Safa.198) ... 
=======================

No comments:

Post a Comment