Monday, June 27, 2016

Asharf Ali Thanvi Aur Aala Hazrat ka Ek Madarsa

Sawal..
Aksar log kehte hai k huzur Aala hazrat aur ashraf ali thanvi 1 hi madrase me 1 sath 1 hi ustad se talim hasil ki hai....kya ye sahi hai...
Amjad Raza Hanafi..puna
💐💐💐💐💐💐💐💐💐
Jawab.
Deobandi wahabi sulahkulli Bas bakwas hi karte rahe'n Aur Naare Hasad Me Jal Kar ilzaam Tarashiyan Hi Karte Rahe'n, Lekin Hoga Kya ?

"Sab Unse Jalne Walon Ke Gul Ho Gaye Charagh.....
Ahmad Raza Ki Sham'a  Faroza'n Hai Aaj Bhi.!!!!!!!
(رحمت اللہ تعالٰی علیہ)

Kya in AQAL Ke Dushmano Ne iska kabhi Koi mustanad Hawala Bhi Pesh Kiya?

Huzoor Alahazrat رحمہ اللہ ki paidaish 1272-Hijri Me Hui Jabki Thanvi 1280 Me paida hua wo 8 saal chhota tha........

Alahazrat رحمہ اللہ Ne 13 saal 10 maah 15 din ki umr me tamam uloom o funoon se faraghat paaai aur pehla fatwa masla e riza'at par likha jise dekh kar aapke walid رحمہ اللہ ne fatwa nawesi ka Saara kaam aapke sipurd kiya...........

Jab Alahazrat رحمہ اللہ 110 fatawe likh chuke the tab tak thanvi ne mdarse Ka muh bhi nahi dekha Tha......

Uske Bachpan Kya ye Haal Tha Ki Wo masjid Me Namaziyon Ke jute churata tha, Baap ke hath pair palang se bandhta tha, masjid ke imam ko galat luqmah deta tha, Eik Din Bhai Ke Sar Par Wo Peshab Karta Dusre Din Bhai use Peshab Se Nehlata, Ye saari nirali karamate'n Deobandiyon Ke Rangile Mujaddid Ki Hain......

Tamam Tafseel khud uski Kitab "IFADATUL YAUMIYAH"
Me Padhiye.

(Ya hum se scan Page Lijiye)

Alahazrat رحمہ اللہ Ne tamam taleem apne walide majid رحمہ اللہ aur kuch Bareli ke digar asatezah se paai Hai, aap taleem ke liye kisi madarse me nahi gaye.......

Kyun ki khud aapka khandan ilm o irfan ka gehwara tha yahan se log apni ilmi Piyas bujhate the...........

Tafseel ke liye Hayate Alahazrat aur sawaneh Alahazrat padhiye......

Jo koi ye baat apne muh se nikalta hai use chahiye ki tarfain ki kitabon se hawala de zabani jama kharch ki koi value nahi na dunya ke court me na kisi islami adalat me.

لعنت اللہ علی الدیابنہ

Allah pak bhole bhaale sunni musalmano ko shariron ke sharr aur fitne se mehfooz farmaye. (Aameen)

تراب قدوم العلماء۔
محمد کلیم حنفی رضوی غفرلہ۔
قصر ابو حنیفہ رضی اللہ تعالٰی عنہ۔
ساکی ناکہ ممبئی الھند-٧٢
٠٩١٤٦١٢٢٩١١ / ٠٩٨٢٠٦٧٢٧٧٠

4 comments:

  1. Asalamu alekum janab mera name qasim ali hai mai aapse ek masala puchna chahta hun ki molana naqi ne jo quraan ka tarjuma kiya tha phir alahazrat ne phir se quraan ka tarjuma kiya to us ayat ka tarjuma jis mai alahazrat likhte hai ki apki vajah se apke aglo pichlo k gunaah bakhsh diye hain jabki molana naqi ne uska tarjuma kiya thaa ki aapke agle pichle hunaah bakhsh diye hai aisa kiun jabki alahazrat to apne walid ko sunniyo ki shaan batatte hain aisa kiu meri islaah farmaiye allah apko jaza de

    ReplyDelete
  2. Aala Hazrat ny Tarjuma bilkul theek kiya kyun k Nabi Gunahon sy paak hoty hain masoom hoty hain. Aur Huzoor PBUH ki wajah sy Allah ny bawi agly pichlon k gunah bakhsh dye Molana ny tarjuma galat kya h ye farmaya h Huzoor PBUH k agly pichly gunah bakhsh dye استغفراللہ

    ReplyDelete
  3. As salam Alikum bhai please jo hawala aapne uper diya hai isliye scan copies muje de

    ReplyDelete