Sunday, June 12, 2016

20 rakat taravih hajar asqalani ko book se

Imam IBNE HAJAR ASQALANI rahematullahalye Imam Raafa’i rahematullahalye se Naql Karte hai :

حَدِيثُ أَنَّهُ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ صَلَّى بِالنَّاسِ عِشْرِينَ رَكْعَةً لَيْلَتَيْنِ فَلَمَّا كَانَ فِي اللَّيْلَةِ الثَّالِثَةِ اجْتَمَعَ النَّاسُ فَلَمْ يَخْرُجْ إلَيْهِمْ ثُمَّ قَالَ مِنْ الْغَدِ خَشِيت أَنْ تُفْرَضَ عَلَيْكُمْ فَلَا تُطِيقُوهَا

Nabi sallallahualyehiwasallam ne Sahaba Ikraam ridwanallahiajmain  . Ko (Ramzaan ul Mubarak ki) 2 Raato me 20 20 Rakaate (Taraveh ki) Padhaayi.

Jab Teesri Raat aayi Toh Sahaba Ikraam  Phir Jama’a Huwe Lekin Nabi e karim sallallahualyehiwasallam Tashreef Nahi Laaye.

Phir Dusre Din Farmaaya ke Mujhe Yeh Khatra Mehsoos huwa ke Yeh Namaz Tum par Farz na Hojaaye aur Phir Tum iski Taaqat Na Rakh Sako.
Talkhees ul Habeer : Jild 2 : Safa 45 , Hadees no 541.

👇🏾👇🏾👇🏾scan page.

No comments:

Post a Comment