Sunday, May 22, 2016

Shabbe Bara'at aur Wahabiyo ki Book

๐Ÿ’ŸSHAB-E-BAR'AT *WAHABIYO* KE GHAR SE.....

*โ˜€SHAB-E-BAR'AT KI QABOOLIYAT IBNE TEMIYA KI ZUBANI....*

๐Ÿ”ดShab E Bara'at Ke Mutallik Gair Muqallido Ke Imam E Awwal Wa Shaikh Ul Islam Ibn E Taimiya Ka Fatwa Wa Tafseeli Moqif....

๐Ÿ”ตHamare Moqif Ka Saboot Gairo Ke Ghar Se...

*๐Ÿ”ถIbn E Taimiya Apna Aqida Bayan Karte Huye Apne Fatwe Mai Likhta Hai:-*

ูˆู…ู…ุง ู†ุนุชู‚ุฏ ุงู† ุงู„ู„ู‡ ูŠู†ุฒู„ ูƒู„ ู„ูŠู„ุฉ ุงู„ู‰ ุดู…ุงุก ุงู„ุฏู†ูŠุง ูู‰ ุซู„ุซ ุงู„ุงุฎูŠุฑ ููŠุจุณุท ูŠุฏูŠู‡ ูˆ ูŠู‚ูˆู„ ู‡ู„ ู…ู† ุณุงุนู„ ุงู„ุญุฏูŠุซ ูˆู„ูŠู„ุฉ ุงู„ู†ุตู ู…ู† ุดุนุจุงู† ูˆ ุนุดูŠุฉ ุนุฑูุฉูˆุฐูƒุฑ ุงู„ุญุฏูŠุซ

*๐Ÿ”ท"Hamare Aqaid Mai Se Hai Ke Be Shak ALLAH TALA Har Raat Ke Aakhri Tesre Pahr Mai Aasman E Dunia Par Nuzool Farmata Hai Aur Daste Karam Faila Kar Irshad Farmata Hai Ke Hai Koi Sawal Karne Wala Alhadees Aur Nisf Sabaan Ki Shab(Shab E Bara'at) Aur No(9)Zilhijj Ki Raat Aur Fhir Mukammal Hadees Bayan Ki....*

*๐Ÿ“š[Al Aqida Tul Hamiya Ibn E Taimiya Safa.55]*

*๐Ÿ“”[Majmua Al Fatawa Ibn E Taimiya Jild.5 Safa.77]*

๐Ÿ”ถFir Ibn E Taimiya Se Sab E Bara'at Ki Namaz Ke Bare Mai Pucha Gaya Uske Jawab Mai Likhta Hai:-

ุฅุฐุง ุตู„ู‘ูŽู‰ ุงู„ุฅู†ุณุงู† ู„ูŠู„ุฉ ุงู„ู†ุตู ูˆุญุฏู‡ ุฃูˆ ููŠ ุฌู…ุงุนุฉ ุฎุงุตุฉ ูƒู…ุง ูƒุงู† ูŠูุนู„ ุทูˆุงุฆู ู…ู† ุงู„ู…ุณู„ู…ูŠู† ูู‡ูˆ : ุญูŽุณูŽู†ู’ ุŒ ูˆุฃู…ุง ุงู„ุงุฌุชู…ุงุน ููŠ ุงู„ู…ุณุฌุฏ ุนู„ู‰ ุตู„ุงุฉ ู…ู‚ุฏุฑุฉ ูƒุงู„ุงุฌุชู…ุงุน ุนู„ู‰ ู…ุงุฆู‡ ุฑูƒุนุฉ ุŒ ุจู‚ุฑุงุกุฉ ุฃู„ู ((ู‚ู„ ู‡ูˆ ุงู„ู„ู‡ ุฃุญุฏ)) ุฏุงุฆู…ุงู‹ุŒ ูู‡ุฐู‡ ุจุฏุนุฉ ุŒู„ู… ูŠุณุชุญุจู‡ุง ุฃุญุฏ ู…ูู† ุงู„ุฃุฆู…ุฉ ุŒ ูˆุงู„ู„ู‡ ุฃุนู„ู…

*๐Ÿ”ดNisf Saban Ki Namaz Ke Bare Mai Poocha Gaya....*

โ†•Jawab:-

๐Ÿ”ทJab Koi Shaksh Nisf Saban Ki Shab(Shab E Bara'at) Mai Tanha Nafil Padhe Ya Makhsoos Jamat Mai Padhe Jaisa Ke Aslaf Ke Giroh Padhte Rahe Hai To Ye Amal Accha Hai Aur Ja'nha Tak Kisi Masjid Mai Muqarrah Namaz Ki Baat Jaisa Ke So(100) Rakat Par Ek Hazar(1000) Martabaู‚ูู„ู’ ู‡ููˆูŽ ุงู„ู„ูŽู‘ู‡ู ุฃูŽุญูŽุฏูŒ
ูŒPar Hamesha Ijtema Karna Hai To Bidat Hai Jis Ko Aimma E Kiram Mai Se Kisi Ne Pasand Nahi Kiya.
WALLAHU AALAM.

*๐Ÿ“š[Al-Fatwa Kubra Ibn E Taimiya Jild.2 Safa.262]*

*๐Ÿ“š[Majmua Al Fatawa Ibn E Taimiya Jild.23 Safa.131]*

*๐Ÿ”ถFir Ibn E Taimiya Apni Doosri Fatawa Al Kubra Mai Aslaf Ka Amal Wa Shab-E-Bara'at Ki Fazilat Ke Bare Mai Likhta Hai:-*

ูˆุฃู…ุง ู„ูŠู„ุฉ ุงู„ู†ุตู ู…ู† ุดุนุจุงู† ูููŠู‡ุง ูุถู„ ูˆูƒุงู† ( ููŠ )ุงู„ุณู„ู ู…ู† ูŠุตู„ูŠ ููŠู‡ุง

๐Ÿ”ตJa'nha Tak Nisf Saban Ki Shab(Shab E Bara'at) Ki Baat Hai Is Mai Bahut Fazilat Hai Aslaf Shab E Bara'at Mai Namaz Padhte Rahe Hai....

*๐Ÿ“š[Al Fatwa Kubra Ibn E Taimiya Jild.5 Safa.342]*

*๐Ÿ“š[Ikhtiyarat E Al Ilmiya Safa.42 Makhtoota Matbooa Kurdistan Misr 1329Hijri]*

*๐Ÿ”ทIbn E Taimiya Apni Ek Or Kitab Iqtida Sirat Al Mustaqeem Mai Shab E Bara'at Ke Mutallik Tafseeli Bayan Likhta Hai:-*

ู‡ุฐุง ุงู„ุจุงุจ ู„ูŠู„ุฉ ุงู„ู†ุตู ู…ู† ุดุนุจุงู† ูู‚ุฏ ุฑูˆู‰ ููŠ ูุถู„ู‡ุง ู…ู† ุงู„ุฃุญุงุฏูŠุซ ุงู„ู…ุฑููˆุนุฉ ูˆุงู„ุขุซุงุฑ ู…ุง ูŠู‚ุชุถูŠ ุฃู†ู‡ุง ู„ูŠู„ุฉ ู…ูุถู„ุฉ ูˆุฃู† ู…ู† ุงู„ุณู„ู ู…ู† ูƒุงู† ูŠุฎุตู‡ุง ุจุงู„ุตู„ุงุฉ ููŠู‡ุง ูˆุตูˆู… ุดู‡ุฑ ุดุนุจุงู† ู‚ุฏ ุฌุงุกุช ููŠู‡ ุฃุญุงุฏูŠุซ ุตุญูŠุญุฉ ูˆู…ู† ุงู„ุนู„ู…ุงุก ู…ู† ุงู„ุณู„ู ู…ู† ุฃู‡ู„ ุงู„ู…ุฏูŠู†ุฉ ูˆุบูŠุฑู‡ู… ู…ู† ุงู„ุฎู„ู ู…ู† ุฃู†ูƒุฑ ูุถู„ู‡ุง ูˆุทุนู† ููŠ ุงู„ุฃุญุงุฏูŠุซ ุงู„ูˆุงุฑุฏุฉ ููŠู‡ุง ูƒุญุฏูŠุซ ุฅู† ุงู„ู„ู‡ ูŠุบูุฑ ููŠู‡ุง ู„ุฃูƒุซุฑ ู…ู† ุนุฏุฏ ุดุนุฑ ุบู†ู… ุจู†ูŠ ูƒู„ุจ ูˆู‚ุงู„ ู„ุง ูุฑู‚ ุจูŠู†ู‡ุง ูˆุจูŠู† ุบูŠุฑู‡ุง
ู„ูƒู† ุงู„ุฐูŠ ุนู„ูŠู‡ ูƒุซูŠุฑ ู…ู† ุฃู‡ู„ ุงู„ุนู„ู… ุฃูˆ ุฃูƒุซุฑู‡ู… ู…ู† ุฃุตุญุงุจู†ุง ูˆุบูŠุฑู‡ู… ุนู„ู‰ ุชูุถูŠู„ู‡ุง ูˆุนู„ูŠู‡ ูŠุฏู„ ู†ุต ุฃุญู…ุฏ ู„ุชุนุฏุฏ ุงู„ุฃุญุงุฏูŠุซ ุงู„ูˆุงุฑุฏุฉ ููŠู‡ุง ูˆู…ุง ูŠุตุฏู‚ ุฐู„ูƒ ู…ู† ุงู„ุขุซุงุฑ ุงู„ุณู„ููŠุฉ ูˆู‚ุฏ ุฑูˆู‰ ุจุนุถ ูุถุงุฆู„ู‡ุง ููŠ ุงู„ู…ุณุงู†ูŠุฏ ูˆุงู„ุณู†ู† ูˆุฅู† ูƒุงู† ู‚ุฏ ูˆุถุน ููŠู‡ุง ุฃุดูŠุงุก ุฃุฎุฑ

๐Ÿ”ถ"Ye Baab Shaban Ki Nisf Raat Ka,
Shab E Bara'at Ki Fazilat Mai Bahuat Si Marfoo Ahadees Aur Aasaar E Sahaba Bhi Is Baat Ka Taqaza Karte Hai Ke Yaqinan Fazilat Wali Raat Hai Is Raat Ko Jis Ne Bhi Nawafil Aur Mahe Sabaan Ko Roze Ke Sath Khas Kiya To Us Mai Sahih Ahadees Warid Hai Amsar Mai Kuch Logo Ne Aur Un Ke Alawa Khalf Mai Se Bhi Kuch Ne Is Ki Fazilat Ka Inkar Kiya Hai Aur Warid Ki Gai Ahadees Mislan Beshak ALLAH TALA Is Raat Mai Qabila Bani Kalb Ki Bakriyon Ke Balo Se Jyada Logo Ki Magfirat Farma Deta Hai Kaha Hai In Mai Koi Bhi Farq Nahi Hai Lekin Bahut Se Ahle Ilm Ya Hamare Ashab Mai Se Bahut Se Ahle Ilm Is Raat Ki Fazilat Ke Qail Hai Jo Ke Tasdeeq Karti Hai Salaf Ke Asaar Ki Aur Shab Bara'at Ki Fazilat Mai Ahadees Masaneed Aur Sunan Kitabo Mai Mauzood Hai Agar Che Un Mai Kuch Digar Bayanat Bhi Shamil Kar Diye Gaye Hai...

*๐Ÿ“š[Iqtida Sirat Al Mustaqeem Safa.631]*

*๐Ÿ”ถIsse Milti Julti Ibarat Apne Fatawe Mai Naqal Ki,*

*๐Ÿ“š[Majmua Al Fatawa Ibn E Taimiya Jild.23 Safa.132]*

No comments:

Post a Comment